duniya ko mita don ga
ek pagal gusse me aakar kehta hai
mai saari duniya ko mita dunga, mai sari duniya ko mita dunga
.
.
dosra pagal has kar bola
.
he,he,he,he, mai tujhe RUBBER hi nahi dounga
by Abdul Hannan (few years ago!) / 752 views
Similar Jokes
Aik burhya tangay kay nichay aagayi to sipahi nay tangay walay ko pakr kar poocha. Tum nay burhya ko takkar kiun mari hai?
Tangay wala khamosh khara raha. Burhya kehnay lagi: ab kiun nahi boltay? Pehlay to bara shor macha raha rahay the keh bach mayi bach mayi ….. ab bol.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Jack went to see the camp nurse. I fell last night,
he said. And I was unconscious for eight hours. The
nurse was shocked.
How awful. What happened? I fell asleep!
by Tanveer Hussain (few years ago!)
1st man:jail ko urdu me hawalaat kiun kehte hain?
2nd man:kiun k jail me khane ko sirf hawa aur laat hi milte hain.
by Sabir shah (few years ago!)
Nana patekar : jaldi se jawab bol. Sahi jawab tere ko lakhpati bana dalega.galat jawab tere ko hijda bana dega.
by Pak101.com (few years ago!)
Eid key agley din do dost aapas mein miley.
Ek dost ney doosrey sey poocha, “Tum ney rozey to rakhey hon gey?”
Doosra dost: “Woh bhayee!, baat yeh hey key beemari ki wajah sey doctor ney rozey rakhney sey mana ker diya tha”
Pehla dost, “Acha eid ki namaz to parhi ho gi”
Doosra dost: “Arey yaar kahan, beemari ney uthna bethna mushkil ker diya tha, namaz kaisey parhta”
Pehla dost: “Acha eid ki sawayyan to khai hon gi”
Doosra dost: “To kia mein eid ki sawayyan bhee na khata? Kia bilkul hi kaafir samajh rakha hey?”
by Tanveer Hussain (few years ago!)
"Derwazy Ko Kundi Maro Koi Na Ander Aany Paye..
Teacher Ko Samjha Do Cheating Ghlti Se Bhi Ruk Na Jaye..
Thaka Thaka Jo Feel Kare Wo Ja K Thora Juice Gatak Le..
Jis Ko Cheating Nai Kerni Wo Ja K Apni Bhains Charaye..
Bas Aaj Ki Baat Hy Kal Se Wohi Syape Hen..
Ji Bhar K Chaap Lo Na Facebook Na Goole Hen..
Center Me Apna Raaj Hai Darny Ki Kiya Baat Hai..
Ye To Bas Shuruat Hai Ye To Bas Shuruat Hai..
Aray Abhi To Paper Shuru Huwe Hen.. :-)
by Pak101.com (few years ago!)
Ek pathan double decker bus main charha,Nichlay hise main jagah nahin thi, conductor ne kaha “khan sb! o0per ja k betho!”
Pathan ooper wale hise main gaya aur ghabraaya hua neeche aa gaya,
conductor se bola: “Kambakhat! merwaaiga kya? 0oper to driver hi nahin hai
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
HAKOMAT waleyo jaan deyo
Menu FaceBook chalan deyo
Facebook di bachi munh pher na le.
Koi hor mundda Onnu gheir na le.
Garmi naal hun saaah ny sukde.
Tuadi pain de viyaah nai mukde.
Mobile di battery mukki payi a.
Paani wali tanky sukki payi a.
Toilet vich v jaa nai sakde.
Tishu naal kam chala nai sakde.
Ki ki apne dukhre dasiye.
Pal vich roiye pal vich hasiye.
O baaz v aa jao HARAM DEYO.
Thori jayi bijli te aan deyo..!!
by Mazhar Khan (few years ago!)
Teacher: "dhobi ka kutta na ghar ka na ghat ka" ab aisa 1 aur sentence banao.....
Student:sania ka baccha na india ka na pak ka !
by Pak101.com (few years ago!)
Banta: Tum Cricket dekhate ho
Santa: Han
Banta: Kisi Mahila Cricket Player ka naam batao
Santa: Simple, Mahila Jayewardane
by Pak101.com (few years ago!)