sher ka pinjra khula reh
Santa:-sher ka pinjra khula reh jaae to kya ho sakta hai?
Banta:-sher chori ho sakta hai.
by hearthackervsgirls (few years ago!) / 752 views
Similar Jokes
Santa: Agle janam mein tum kis roop mein paida hona chahogey?
Banta: cochroch bankar
Santa: Wo kyun?
Banta: Kyunki meri patni kewal cockroch se hi darti hai.
by Pak101.com (few years ago!)
Teacher:taalaq ki sab se bari waja kia hai'
stdudent:sir shadi
by Sabir shah (few years ago!)
Aik Haseen-o-Jameel Adaakara Ke Ghar Aag Lag
Gaee
Aag Par Qabu Panay Main 10 Minut Lagay
Aur Aag Bujhany Walon Per Qabu Panay Main 40
Minute Lagay
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Sardar: Yar tm apne kamre ki khirkiyoun main parde kyoun nhi agate ho.. Bechari bhabi ko kapre change karte hwe lights off karna parti hai
Friend: Matlab tm khirki se jhankte ho…?
Sardar: Nhi to main kyoun jahnko bhale main to kamre k andar hota hn
by Pak101.com (few years ago!)
Ek Angrez Hindi Sikhne Haryana Aaya Aur Pichhle 15 Din Yahi Raha
Finally Usne 2 Sentences Sikhe:
1. Shukar Hai, Light Aa Gayi.
2. Iski Maa Ki… Phir Chali Gayi.
by Pak101.com (few years ago!)
1 Aadmi Pathan Ko Maar Raha Tha Logon Ne Pocha K Kyun Mar Rahe Ho????
Wo Bola
Sala 1 Ghante Se Poch Raha Ha K....
"New Year" Ki Namaz Kahan Hoti Hai.
by Abdul Hannan (few years ago!)
65... kissing a girl on her forehead is respect,,
kissing a girl on her cheek is care,,
kissing a girl on her eyes is care & love,,
kissing a girl on her lips is love,,
but kissing a girl
.
.
..
.
.
..
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
in front of her boyfriend.....
HUD HUD DABANGG DABANGG DABANGG
by Pak101.com (few years ago!)
Pathan Ne Sardar Se Haath Milate Huay Us K Haath Per Kharish Ki
Sardar Bola: Khan Sahab Hum Aisa Nahi Hy…!
Pathan: O’Yara!
Pochna To Humara Farz Hy Na!
by Mohammad Ali (few years ago!)
ek kanjoos ladki shopkeeper se boli- aisa saboon do jo kam ghise aur nahane k bad chehre par laali la de..... shopkeeper naukar se bola memshab ko 1 eet ka tukda laa do.
by Pak101.com (few years ago!)
Ek Sardar ne ek bachy se pucha k tum ko A,B,C Aaty hai to bachy ne keha k mujy 9 tak aty hia..
Sardar ne bachy se keha k oyee Ullu k pathy 9 A,b,c main nahe aata. yeh to Alif,, Be,,Main ata hai:
by Abdul Hannan (few years ago!)