testicular guard
the first testiculer guard was used in cricket in 1874 and first helmet was used in 1974 it took 100 years for men to realise that brain is also imortant...
by atif majeed (few years ago!) / 1005 views
Similar Jokes
FIRE ko aag kehte hain
COBRA ko naag kahte hain
GARDEN ko baag kahte hain
aur
"EXAMS" k samay jo kaam na kare use dimag
kahte Hai!;)
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Ameer Larkay ny apni grlfrnd sy gift manga,
Larki ny apni totti hoi joti ka talwa day diya,
Larka wo talwa lay kr sunar k pas gaya or kaha:'Ye
chandi k box me saja do'Sunar nay 2 din ka time
diya.
2 din baad jab larka leny aya to sunar nay
pocha:'ye kis buzurg ki jouti ka talwa hai?'
Larka:'ye buzurg ka nahi meri girlfriend ki jouti ka
talwa hay'
Sunar:'begairt pehly Q nahi bataya hum sab ghar
walon nay is ko 3,3 dafa dho k piya ha
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Ek raat bijli chali gayi,
Sardar: oye kam se kam fan to chalao.
Sardani: kar di na sardaron wali baat fan on karenge to candle bujh jayegi.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
1 night bijli chali gae…
SARDAR APNI BIVI SAY:
oye kam se kam pankha to chala day.
BiWI: kar di na phir sardaron wali baat… pankha chalaingay to mombatti bujh nahin jayegi
by Pak101.com (few years ago!)
Modern world-Ek aadmi ka Ye Sun Kar Heart fail
Ho Gaya Jab uski Kaam Waali Baai Ne Kaha, Sahab!
Orkut Pe Mujhe Bhi Add
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Pathan: Raat Mujhy 1 Aadmi Nay
Chaaku Dikha Ker Loot Liya
Friend: Lekin Tery Pas To
Hamesha Gun Hoti Hy
Pathan: Wo Main Nay Chupa Di Thi, Warna Wo Bhi Lay Jata!
by Mohammad Ali (few years ago!)
Unmarried shakhs ghar se nikaltay huay!
Ya Allah apnay Hifz O Amaan mae rakna..
Ghar aatay huay Ya Allah tera shukar..!
Aur..
Shadi shuda.. ghar se nikaltay huay.
Ya Allah tera shukar..
Ghar k andar jatay huay,
Ya Allah apnay Hifz O Amaan mae rakna…! :-).
by Mazhar Khan (few years ago!)
Sardar:
Yar Kal Main Tennu Kinni Wari Cal Keti
Par Tu Phone Nai Chukya
SHEIKH:
Kyn Chukan?
Jera Main 25
Rupay Da Gana
Lugwaya A
O Tera Peo
Sunay Ga??
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Santa Jab School Mein Padtha Thha Tab Vo Ek Din School Mein Ek White Aur Ek Black Shoes Pahan Ke Chala Gaya.
Sir Ne Ye Dekha To Gusse Se Bola: “Abhi Ghar Ja Aur Shoes Change Karke Aa”
Santa Masumiyat Se Bola: “Sir Ji Koi Fayda Nahi, Ghar Mein Bhi Ek Black Aur White Shoes Hi Pade Hai“
by Pak101.com (few years ago!)
Ik Baniya ki chhatri me mori thi.
Sardar Ji: Lalaji umbrella me mori hai, nayi umbrella kharid lo.
Baniya: Arre, baarish ruk jayegi to pata kaise chalega!!
by Pak101.com (few years ago!)