Izzat se
'Pappu: Daddy idhar aa...
Maan: Aise nahin bolte beta, daddy ko izzat se bulate hai.
Pappu: Bapu, izzat ke sath idhar aaja.'
by Asim Raza (few years ago!) / 889 views
Similar Jokes
Banta: Yar meri biwi pani se bohat darti hai.
Friend: Acha wo kaise?
Banta: Yar kal mein ghar gaya to wo bathtub mai bhi security guard k sath bethi thi!
by Pak101.com (few years ago!)
Dil soch raha tha pyar se ap ko kia kahun khud gharz
kanjos
bewakof
ya pher
pagal,
~
achanak zong walun ki awaz aai sub ke do
by Sabir shah (few years ago!)
Master:tumne homework nahi kiya,batao kya saza du?
Child:wo ladki jo last seat pe bathi hai,uske sath bathroom me band kar do.
by Pak101.com (few years ago!)
Pathaan's wish: when i die, I wana die
Pathaan's wish: when i die,
I wana die like
my grandpa who died peacefuly in his sleep not
screamin like
all d passengers in d bus he
was driving ;->
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Pathan k paas 1 mehman aaya.
Pathan bola: ”o yara is pankhe k niche betho tumhe sawaab milega.
Mehman:wo kese?
Pathan: hm ye pankha masjid se utaar k laya hai.
by Pak101.com (few years ago!)
Police: aapki car ki accident kaise hua?
Santa: woh to mujhe bhi pata nahi hai sir. tab main so rahaa tha?
by Pak101.com (few years ago!)
Sardarji is not sleeping with his wife! these days
Guess why?
because somebody had told him that
it is wrong to sleep with married women.
by hearthackervsgirls (few years ago!)
1 admi ka gala kharab tha woh raat 3 baje Dr. ke ghar gaya. Dard ke waja se bahut ahista se pucha Dr. hain?
Uski biwi usse bhi aahista se boli Nahi hai aajao.
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Pita Tum Pass Nahi Hue Ho Tumhara Naam Paper Me Nahi Hai
Beta Sabhi Panne Bhare Hue Hain,
Ab Mera Naam Kahan Likhte.?
by Pak101.com (few years ago!)
1 Bazurg kisi abadi se guzar rhy thy unho ne dekha ke puri abadi mai sirf 2 ghar ese hy jo chand ki tarha chamk rahe hy
Wo isi tajasus mai dusre din b isi abadi se guzray or wohi manzr dekha unho ne logo se poucha ye kia raz hy
Logo ne unhy bataya ke ye Allah ke wo bandy hy jinho ne
UPS lagwaya hy.
by hearthackervsgirls (few years ago!)