Aisa mujhe bajuwali kehti hai
I always think about U.
I can’t live without U.
I really need U.
I’m totally mad about U.
I just wanna be with U.
I’m crazy 4 U.
I wanna marry U.
I LOVE U.
Aisa mujhe bajuwali kehti hai…
(My neighbour say all this to me)
by Abdul Hannan (few years ago!) / 1414 views
Similar Jokes
1 Pathan Cinema mai Film dekh raha tha.
.
Film mai 1 Shair dowarty howe araha tha.
.
Pathan ne dekha tu dar gia, owr apni chadir kandhy pa dal kar bhaagny laga
Logo ne kaha: Khan Sahib mat daro, yai tu film hai
.
Pathan: Wo tu mujh ko bhi pata hai ke yai film hai, lekin wo tu janwar hai, usko kia pata
by Tayyab Mughal (few years ago!)
Sardar ki Bewi inspector se:
"Mera Showhar 1 haftay pahly bazaar se aalo lany nikla owr abhi tak ghar wapis nahi aya"
.
Inspector bhi sardar tha, bola: To Bahn jee kuch owr paka lo !
by Pak101.com (few years ago!)
Girl : Aisa khat likho sajna, meri umar beet jaye parrhtey parrhtey
Boy : (i=0i>xE’l1i+;e_y#a#>#”e!%; =*?#@?w@’e*,e(p+>i*
Le sajni aab paadh tai raho!!
:-O..
by haleema sadia (few years ago!)
Jija: saali se, ap ke yahan ki sab se famous cheez kaunsi he?
Saali: jija ji, jo famous thi, use to ap legaye.
by Pak101.com (few years ago!)
Ek aadmi tha vo jaa raha tha t b usse ek chirag mila ussne chrag ko ragda usme se jinn bahar aaya or bola -3 var deta maang le jo b.
Uss aadmi ne kaha-(1).bahut sara paisa!!
(2).ek bahut bda bangla(mahel).
(3).hamko uskaaaa...........
.
.
.chaukidaar banao!!
by Pak101.com (few years ago!)
SANTA: Mere Nana ne mujhse choti si baat par rishta tod diya..
BANTA: Kyun.Kya kha unhone.?
.
Unhone kaha..
Moongphali me dana nhi Hum tumhare Nana Nhi..
by Pak101.com (few years ago!)
35 Sal Ki Lady Balcony Se Niche
Kachre Ke Dibbe Me Giri.
.
.
.
.
….
.
Ya Dekh Kay Santa Nay Kaha
Husband Zyada He Shokeen Lagta Hai
Werna Abhi 5 10 Saal Aur Chal Sakti Thi
by Pak101.com (few years ago!)
Kya apko ladkian pasand hai?
Kya aap ladkion ki baten sunna chahte hai?
Kya aap hmesha ladkio se ghire rehna chahte hai? . . .
To beta Golgappe ka thela laga lo.
by Mazhar Khan (few years ago!)
sardar Exam main betha copy py apna panja bana rha tha
Teacher: Paper main hath ki diagram ka koi question nhi
sardar:main paper banany waly pe lanat bhej rha hun..
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Who’s there?
Reed.
Reed who?
Reed between the lines.
by Pak101.com (few years ago!)