Same as Above
Sardar was painting his room
.
Us ne Chat ko paint karkay
Diwaron par likha
"SAME AS ABOVE"
by Asim Raza (few years ago!) / 792 views
Similar Jokes
Maalik: Tum bathroom mein kyu ghus aaye, Kya
tumhe pata nahi tha ki mein naha raha hoon?
Naukar: Hazur galti ho gayi, mein samjha tha
begum sahiba hai.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Nurse - "Mubarak ho.. Sardarji.. aap papa ban gaye.."
Sardarji - " Meri wife ko nahi bolna.. main use SURPRISE doonga..!
by Hassaan (few years ago!)
WOH na mila to USKI yaadon k saharay jee lenge,
warna
USKI shaadi me Jaa K
?
?
?
*COCA COLA*
Hi Pee lengy.
Burrrrrrrrrrrrr..
by Mazhar Khan (few years ago!)
Child: Mom Isbar Hum Patakhe Is Shopse Lenge
Mom: Lekin Beta Ye To Girls Hostel Hai
Child: Papa To Kehte Hai Ki Sari Phuljadiyan Yhi Rehti Hai
by Pak101.com (few years ago!)
Sub se ziyda khushi kis waqt hoti hai?
Jb ap computer chair se uthne lagen aur light dobara aa jae.
by Sabir shah (few years ago!)
Patni- shadi se pahle aap roj gift dete they,par ab nahi dete,kyu? Pati: kabhi tumne machuware ko machli pakadne ke baad usey dana dalte dekha hai kya?
by Pak101.com (few years ago!)
NASA ne 4 Marathi babus ko Chand pe bhejne ka
faisla kiya.
Magar Marathi babus adhe raste se hi vapis aa
gaye.
Marathi Babus said: Aaj to AMAWAS hai na, Chand
to hoga hi nahi..
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Santa & Banta watching match
Dhoni ne 6 mari
Santa- dekho dekho Goal hua.
Banta- abe tu pagal hi rahega Goal isme nhi CRICKET me hota hai
by Pak101.com (few years ago!)
Teacher: Will you stop looking at the clock at the wall and pay attention?
Pupil: Time will pass, but will you?
by Pak101.com (few years ago!)
Pathan Baap
Wife: Aap bohut mote ho gaye ho,
Pathan: Tum bhi to kitni moti ho gai ho,
Wife: Mein to maa banne wali hun,
Pathan: Mai bhi to baap banne wala hu…
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)