kitaben phaar dega
Larke wale:hum ko larki pasand he shadi kb krni he?
Larki wale:abi to larki parh rhi he. . . .
Larke wale:Hmara beta knsa bacha he jo kitaben phaar dega
by hearthackervsgirls (few years ago!) / 796 views
Similar Jokes
Biwiya apne pati ko"A.G" Q kehti hai?Q k biwiya izzatdar hoti hai,bahar bazar me"ABE GADHE"Nahi bol sakti isiliye short me AG bolti hai
by Pak101.com (few years ago!)
Me samja k wo mujh koi SONG suna rahe hai FARAZ
magar us na
Va Gujra va.
Va Gujra va.
keh k apne bhai ko bula liy :(
by Mazhar Khan (few years ago!)
Ek chor amir aadmi ke ghar mein chori karne gaya. Tijori pe likha tha “Tijori ko todne ki jaroorat nahi hai, 452 number press karke sahmne vala lal batan dabao, tijori khul jayegi. Jaise hi batan daba alarm baja aur police aa gayi.”
Jate jate chor seth se bola: Aaj mera insaaniyat se vishwas uth gaya hai!
by Pak101.com (few years ago!)
1 sardar rail ki patriper so gaya .
1 aadmi ne kaha kyakar rahe ho? Train aayegi to mar jaoge!
Sardar: Mere uper sehawai jahaaz guzar gaya to kuch nahi hua, train kya cheez hai?
by Abdul Basit (few years ago!)
Santa Amrud bech rha tha
Banta- Agar amrud me kida nikla to?
Santa-To saaf baat hai...
Phale Hi Bol dete hai
hum kide ke alag Paise Lenge
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Husband Wife Main Larai Ho Gayi
Husband Ghar Se Chala Gya
Raat Ko Phone Pr Biwi Se Poocha : Khaane Main Kia Hai ?
Wife : ZEHER
Husband : Oki Tum Kha K So Jana Main Deer Se Aaonga ;->
by nadeem (few years ago!)
Sardar:
Larkiyan Bhi Ajeeb Hoti Hain
Baat Karo To Thappar Marti Hain
Pathan:
Yeh Tumne Bilkul Sahi Baat Kiya
Larka Hi Acha Hota Hai
by Pak101.com (few years ago!)
Man: Radio or Akhbar me kya farq hai?
Pathan (bohat sochny k bad): Daikh mera bhai, baat hai samjhny wali, ab radio me Aap rotiyan tou nai la skty na.;-)
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Sher k retire honay k bad Jungle k saray janwar naye badsha ko chun ne k liye Loomri ki sadarat main jama they..
Achanak kutta khara ho k bola k is bar badsha usay banaya jaye.
Loomri muskura k boli!Maa sadkay!! Yeh jungle hai. Pakistan nahi.:-)
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Pyar Use Nhi Kehte Jisme Aashiq Mar Jaye
Pyar To Use Kehte Hai
Jisme Aashiq Mar Jaye Aur Pyar Amar Ho Jaye..
by Pak101.com (few years ago!)