gardan per ajeeb si chez
Husband: dear tumhari gardan par ajeeb si cheez hay jise dekh kar khauf aata hay.
Wife:Wo kiya?
Husband: Tumhara 'moun'.
by hearthackervsgirls (few years ago!) / 991 views
Similar Jokes
Pathan: Aj Me bus Ke Peache Ghar Tak Bhagta Huwa Aya Ho Or Kirye Ke 20 Rupe B Bacha Lie.
2sra Pathan:
Tum Bhut Bewakoof Ho Rikshe Ke Peache Bhagte To 80 Rupe Bach Jate:
by Sohaib Tariq (few years ago!)
Police ne Sardar ko pkr lia
Police: tm ne 20 aadmi kese maray ?
Sardar: Bus Ji main gaddi tez chala reya c, jadon main brake laye,
te pata laga ke brekaan e fail ne,
fer main samney vekhya te 1 pasay 2 banday ja raye c
te dujay pasay 1 baraat ja rai si
Hun tusi dasso main gaddi kiddar maarda?
Police Officers: jis taraf 2 admi c thora nuqsan honda!
Sardar: Main v ehi sochya si par jadon main ona wal gaddi morri te o nus k barat vich varr gya.
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Boss ke paas 1 Sardar ki Leave application aai, jo kuch yun thi:
Dear Sir,
Meri biwi beemar hai, mai us ka iklota shohar hun, ghar mai kaam karne ke liye koi dosra nokar nahi hai. Mujhe 1din ki chutti inayat kar dejiye
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Raat ka time jab Munna aur Chinkie apnay bed
room mien so rahay thay to phone ki ghanti baji.
Voice: Aray doctor sahab jaldi aayeay! Meray betay
nay blade kha liya hai.
Munna abhi jaanay k liye tayyar hi hota k dobara
phone aata hai.
Voice: Doctor Sahab! Aab aanay ki koi zaroorat
nahi, meray husband ko shave k liye doosra blade
mil gaya hai.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Santa, Banta Aur Unka Ek Dost Bike Pe Jaa Rahe The,
Tabhi Raste Mein Traffic Police Wale Ne Unhe Rokne Ke Liye Hath Diya.
Santa Bike Roke Bina Hi Uske Aage Se Nikalta Hua Bola: “Oye Pagal Hai Kya, Pehle Se Hi Teen Log Bethe Hai, Tu
by Pak101.com (few years ago!)
Height Of Confusion:
A Boy Listening Extremely Sad Song And Thinking,
“Sali… Kon Si Wali Ko Yaad Karoon Yaar“
by Pak101.com (few years ago!)
Hum Loug Hamaisha KARACHI Ko 1 Acha Shehar Nahi Samajhtay,
Our Iski Burai Main Lagay Rehtay Hain..
Hanlan K KARACHI Dunia Ki Wo Wahid Our Azeem Jagha Ha,
Jaha ABC Rehta Ha… :D
Taaliyaaaaaaan
(‘.’)/
/)( Beth Jayen Beth Jayen.
Doosron Ko Bhi Azeem Insan Dekhnay Dain…
Shukriya ;)
Jalny Walay Pleaze Side Pay Rahain ;)
by Mazhar Khan (few years ago!)
Office Mein Aayi Ek Nayi Secretary Ne Apne Boss Se Ek Din Puchha
Secretary: “Sir, Aap Ki Biwi Mujhe Itni Shak Bhari Nazron Se Kyun Dekhti Hai?”
Boss Ne Ek Lamba Saans Choda Aur Bola: “Kyunki Tumse Pahle Wo Meri Secretary Thi“
by Pak101.com (few years ago!)
Jo insan itne garmi main
bhi tameez se baat karay
wo waqai tameezdaar hai :P
by Mazhar Khan (few years ago!)
Son- Papa sab log shaadi karke pareshan hi hote hain to shaadi kyon karte hain.
Papa- Beta akal badam khane se nahi thokar khane se aati hai.
by Pak101.com (few years ago!)