methi batian
Wife: Main maike ja rahi hoon, talaaq ka notice bhej dongi!
Husband: Ja ja, meethi meethi baatain kar ke khush karne ki koshish mat kar....;-)
by tanveer hussain (few years ago!) / 872 views
Similar Jokes
Boy 2 Girl- Likhe jo KHAT tujhe,
woh teri YAAD me
saare padh liye papa ne RAAT me
savera jab hua toh JUTE padh gaye,
woh FANAA wale baal GHAJINI me dhal gaye...
by Pak101.com (few years ago!)
Ek makhi ki halat bht kharab thi woh doctor k pass gai,
Doctor: kiya hua?
Makhi: bus chai(tea) main gir gai thi, Parhne wale sahab ne choos choos ker halat kharab ker di.
by Pak101.com (few years ago!)
Latter from husband ( who is abroad) to wife
Dear Sweetheart:
I can't send my salary this month, so I am sending 100 kisses. You are my sweetheart
Your husband
Allen
by Tanveer Hussain (few years ago!)
pathan: yaar mere liye kisi achi si larki ka rishta bta
Dost: Aik larki hai B.com ki
pathan: yaar kisi b qoum ki ho bas parhi likhi honi chahie
by Hader Maher (few years ago!)
Ek bar ek ladka samosa ke bich ke aalu ko kha raha tha aur bahar ke hisse ko phek raha tha.
Dushra dost usse poochta hai ke tum samose ke sirf aalu ko kyun kha rahe hoo?
Pehla: Doctor ne mujhe bahar ke chejo ko khane se mana kiya hai.
by Pak101.com (few years ago!)
Doctor Ne Pathan Ko Samjhaya Ke Agar Wo Roz 3 Km Chale To 1 Saal Mein 50 Kg Wazan kam Ho Jaye Ga. 1 Saal Baad Pathan Ne Doctor Ko Call Ki, Doctor Sahib Wazan To Kam Ho Geya Hy Magar 1 Problem Ho Gayi Dr: What problem. Pathan:...
by Mazhar Khan (few years ago!)
Zindagi main PAISA PYAR DOST Sab atay hain jatay hain
PAR Totay howay DANT wapis nahi atay... Samjdar ho... umeed hai SmS bhejty raho ge.!
Wrna...
by Abdul Hannan (few years ago!)
Sardar and Police man
Police: Tumhe kal subah 5 baje phansi di jayegi.
Sardar: Ha Ha Ha Ha!
Police: Kyon hasn rahe ho?
Sardar: Main to uthta hi subha 9 baje hun.
Two Sardars
1st sardar: oye agar neend na aaye to kya kia jaaye?
2nd Sardar: Neend ka intizar karne se achha hai ki banda soo hi jaye
Sardar on Train Tack
1 sardar rail ki patri per so gaya .
1 aadmi ne kaha kya kar rahe ho? Train aayegi to mar jaoge!
Sardar: Mere uper se hawai jahaaz guzar gaya to kuch nahi hua, train kya cheez hai?
Sardar Ji in Practical Exam
In bio practical:
Examiner: Tell me the name of this bird by seeing its legs only?
Sardar: I don't know.
Examiner: You r failed, what's your name?
Sardar: See my legs & tell my name
by Haris Abbas Qureshi (few years ago!)
Maa: Aaj School Se Itni Jaldi Aagaye?
Son: Machar Maara To Teacher Ne Chutti De Di.
Maa: Aisa Kyon?
Son: Machar Teacher k Gaal Par Betha Tha na. :-)
by Pak101.com (few years ago!)
BRITISH: WHY U ALL MUSLIMS R IN DIFFRENT COLOURS? LOOK V R ALL WHITE
DR ALLAMA IQBAL SAID: HORSES R IN DIFFERENT COLOUR BUT ALL DONKEY R SAME.
by Pak101.com (few years ago!)