Pathan

Pathan Book Pe Biryani Rakh K Kha Raha Tha,
Kisi Ne Poucha Book Pe Q Rakh K Kha Rahe Ho,
Pathan Bola,
?
?
?
?
Ye Student Biryani Hai..:p:p

by Haris abbas Qureshi (few years ago!) / 859 views
(Not Rated Yet)
 

Similar Jokes

1 ladki COKE pi rahi thi

1 ladki COKE pi rahi thi,
achanak usme se 1 Machar nikla or bola "MAA"

Ladki-Me teri maa nhi hu.
Machar- Aisa na bol maa me teri COKE se nikla hu.

by Pak101.com (few years ago!)
Saccha dost wo hota hai

Saccha dost wo hota hai,
.
Jo exam mein aap ke paas wali,
.
.
.
Window ke samne aake bole??
.
.
.
.
Abey kitna likhega ??
jaldi chal teri wali jaa rahi hai… :P

by Mazhar Khan (few years ago!)
Aik Din 1 Larki Nay Larkay Say

Aik Din 1 Larki Nay Larkay Say Sawal Kia:
Tum Mera Sath Kab Tak Chahtay Ho?
Larka Ro Diya Our Apnay Aansoo Ka Aik Qatra Samandar Main Gira Diya
Our Kaha: Jab Tak Tum Is Aansoo K Qatray Ko Dhoond Na Lo…
Is Par Samndar Bhi Ro Diya Our Kaha: Ay Pakistanio.
Tum Ye Funkariyan Our Dramay Baziyan Sekhtay Kaha Say Ho?
Larkay Nay Muskura Kar Kaha:
Dr Tahir ul Qadri Say….

by Mazhar Khan (few years ago!)
Sar dard ki goli

Banta: Ek sar dard ki goli dena
Santa Chemist: Thora sochane ke baad, Sar dard
hone ki to koi goli nahi aati

by Tanveer Hussain (few years ago!)
likhna ata hai perhna nahi

Boss : Likhna PArhna aata hai?

Sardar : Likhna aata hai parhna nai.

Boss : apna naam likho

Sardar : %$*3@t(*^&%

Boss : Ye Kya Likha Hai?

Sardar : KAha Tha Likhna Ata hai
PArhna nai…

by hearthackervsgirls (few years ago!)
Pathan aur Sardar

Sardar:Ye Bacha Tmara Kia Lagta Hy?

Pathan:Ye Hmara Dooor Ka Sagga Bhai Hy

Srdar: Dooor Ka.Saga Bhai?
Me Samja Nai

Pathan:Is K Or Mere Drmiyan
13 Behen Bhai Hain

by Pak101.com (few years ago!)
Chand Par Pahla Kadam Kisne Rakha Thha?

Ek Baar Teacher Class Mein Student Se Poochti Hai.

Teacher: “Bacho Batao, Kissne Chand Par Pehla Kadam Rakha Tha?”

Santa: “Mam, Neil Armstrong Ne”

Teacher: “Aur Doosra?”

Santa: “Hadd Karte Ho Mam Aap Bhi, Vo Langra Thode Tha, Dusra Kadam Bhi Usne He Rakha Hog

by Pak101.com (few years ago!)
Santa child - mere papa bahut

Santa child - mere papa bahut darpok hain.

Banta child - how?

Santa child - jab bhi road cross karten hain, meri ungli pakar lete hain

by Pak101.com (few years ago!)
Student

Question: What are the most powerful 3 words other than "I Love You"
.
.
.
Ans: RESULT AA GIA
These three words can shatter lovely world of Smiling Face Person

by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
ap ankhein band kar

nanna,chacha jan aap ankhein band kar lein. Chacha, herat se kune bhai kya bat hay. Nanna,chacha ammi jaan kehti hain jab tumhare chacha jaan ankhein band kar jayein gain to humhein bohot si dolat mile gi.

by hearthackervsgirls (few years ago!)
  • Page 1 of 1
  • 1

Most Viewed Jokes

1 ladka ladki ka picha kr ra..

1 ladka ladki ka picha kr ra..

Dhokha Nahin De Sakte

Bania’s son

Wife: khane main kya banau?

Boy and girl of class 2

Pathan is fasting after a lo..

Ik raat light chali gayi.

MERI ROTI NAHI PAKANA!

Girl's Wish For Life Partner

Existing Users Login
User ID
Password
 
 
Join Now / Forgot Password

also you can..
Login with Facebook