1 Ladke Ne Ek Ladki Ko Call Ki
1 Ladke ne ek ladki ko call ki
Boy: I LOVE U Jaan.
Girl: Sacchi
Boy: Mucchi
Girl: Ek 100 ka recharge karwa do plz
Boy: Sorry Didi Rong No.
by Pak101.com (few years ago!) / 937 views
Similar Jokes
Sardarni Writes Msg 2 Srdr:
“Ghar Kab Aa Rahe Ho?Msg Karke Batao”
Srdr Writes 2 Her:
“Nahi Bata Sakta,Balance Kam Hai!!!”
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Ek sardar train ki patti pay leta hoa tha. Ek banday ne pocha: ye kiya kar rahe ho. Train aye to mar jao gay.
Sardar ne jawab diya: mere uper say hawaye jahaz chala gya to train kiya cheez hai :)
by Pak101.com (few years ago!)
Judge:tumahara juram sabit ho chuka hai kal tumen phansi pe latkaya jae ga.
Sardar:wo to mujhe pata hai par utara kb jae ga sham ko hum mongphali bechta hai.
by Sabir shah (few years ago!)
Pathan ne apni Qaza Namaz ada krny ki sochi
Namaz se pehly unchi awaz me niyat ki
2 rakat Namaz Qaza Fajar
4 November 1996
5:20 purana time.
ALLAH O AKBAR
by Zia Rasool (few years ago!)
Ashwin mujhe neend nai aaraha:-
ammi:kiun:;
ashwin:pehlay afridi ata tha khuwab me ab thishara pareera aya hai k 1 bal rah gaya hai wo karo mujhe
by Sabir shah (few years ago!)
When you are in love
wonders happen
But once you get married
you wonder, what happened
by @irha@ (few years ago!)
Sardar park me baitha tha.
Friend:Kya kar raha hy?
Sardar: Badla le Raha hon!
Friend: Kese?
Sardar:Waqt Ne muje barbad kia hy ab ma waqt
barbad kar raha hon.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Santa: Yaar aaj pehli bar maine accha kaam kya, jiss par logon ne mujhe bohat mara!
Banta: Woh kya..
Santa: Ek makan mein aag lagi thi, aur andar kuch log thay, maine window tori aur andar ja kar sab logon ko bahar nikal diya.
Banta: Toh logon ne kyun mara
Santa: Yaar, kyun ke woh sab log fire fighter thay!
by Pak101.com (few years ago!)
Sir : Apka Beta Cigarette Pita Hai
Aap Kabhi Use Puchhte Nahi ?
Sardar :Haan Puchhta Hu
Par Mujhe Kabhi Deta Hi Nahi..
by Pak101.com (few years ago!)
1 pathan naha raha tha, k aik dost darwazey pe aaya,
Pathan aise he bahar aagaya,
Dost bola: Kuch to pehan lo yaar.
Pathan bhag ker andar gaya aur CHAPPAL Pehan ker aagaya...
by Abdul Hannan (few years ago!)