Laaloo Prasad
Laaloo Prasad:
Itna Sara Log Football Ko
Laat Kaahe Maar Rahay Hain ?
Sardar:
Goal Karnay K Liye.
Laaloo:
Sasura Gol Hi To Hai
Or Kitna Gol Karengay.
by Pak101.com (few years ago!) / 896 views
Similar Jokes
45 saal ka Aadmi, Larki dekhne gaya, Larki ki maa behosh ho gai...
Hosh aaya, wajah puchi to Maa boli:
25 saal pehle ye mujhe bhi dekhne aaya tha.
by Pak101.com (few years ago!)
GIRL stands for
G: GOSSIP mai sab sai agay
I: INNOCENT sirf shakal say
R: RONAY ki machine
L: LARAYI mai sab ki maa
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Arrange Marriage Karoge To:
1,00,000 Shadi Par
50,000 Dj Booking Par
50,000 Khane Peene Par
2,00,000 Jewellary Par
50,000 Shopping Aur Kapdo Par
& Rs.1,00,000 Shadi Ki Rasmo Par
Yani, Shadi Ke 3 Dino Ka Kharcha = Rs.5,50,000
Aur Love Marriage:
100 Rupye Ka Stamp
20 Notery Ke
50 Varmaala Ke
10 Photo Ke
Total 180 Rs.
Paisa Apka, Pasand Apki, Faisla Apka
Jago Nojawan Ladko Jago Soch Badaloge To Desh
Badlega
by Tanveer Hussain (few years ago!)
AFRIDI's Daughter: Mummy Mummy, dekho papa six pey, six maar rahey hain.
AFRIDIs WIFE: Beta theek sey dekho, Head n Shouldr ka ishtihar hoga;->
by Pak101.com (few years ago!)
During The Match,
Batsman LBW Hua:
1 Pathan Dosre Se: Log Hum ko Pagal Samajhty hain,
Yahan to Sab Pagal Hain,
Lagi Batsman ko hai Aur Cheekh Bowler Raha Hai.
by Abdul Hannan (few years ago!)
Munna Bhai nay pehlay din office khola to bara khush tha. Us ki secertary nay bataya ke bahar aik aadmi aaya hai.
Munna bara khush hua aur usay andar aanay ke liye kaha. Us ke andar aanay say pehlay Munna nay socha ke us par impression dalna chahiye aur phone utha ke batien karnay laga.
Haan Haan, 500 rupay fees hai, apun 10 baje tak betha hai idher, is say late nahi karnay ka, apun bahut busy hai.
Us ke baad us nay phone rakha aur aanay walay say poocha 'Beth na Maamoon, apun teray liye kya kar sakta hai.
Man: Mien yahaan phone sahi karnay aaya hoon.
by Pak101.com (few years ago!)
Dost:docter ye kiun pochte hain subah kia khaya raat ko kia khaya.
2nd dost:yaar is se mareez ki mali halat ka pata lag jata hai.
by Sabir shah (few years ago!)
GOLU apni billi ko lekar exam dene ja raha tha.
MOLU:-ye billi ko lekar kha ja rhe ho.?
GOLU:-exam dene.
MOLU:-koun sa..?
GOLU:-"CAT" ka.
by Pak101.com (few years ago!)
Phone Ki Ring Baji.
Pati: Mere liye Ho To Kehna Mai Gharpe Nahi Hu.
Biwi Phone Utha k : wo gharpe hai
Pati: Mana Kiya Fir Bhi
Biwi : Ji wo mere liye tha
by Mazhar Khan (few years ago!)
Patni:- main tumhare bina mar jaaungi.
Pati:-main bhi mar jaaunga. Itni khushi main bardasht nahin kar paaunga
by Pak101.com (few years ago!)