Nirmal Baba Ke Saran Me Pretty Zinta
Pretty Zinta : baba meri IPL Team haar rahi hai kya karun???
Nirmal Baba: jhappiyan dete ho players ko???
Preity Zinta: han baba
Nirmal Baba: apne players ko dena band karo opposite team walo ko dena shuru karo Kripa ho jaegi
by Pak101.com (few years ago!) / 1209 views
Similar Jokes
Teacher : 2mrow Thr Wil B A Lectur On Sun Every1 Mst Attend It.
Kid : No Mam I Wil Not B Able 2 Attend It
T : Why Kid : My Mother Will Not Allow Me To Go So Farr
by Pak101.com (few years ago!)
Principal : y r u late..all ur classmates came to class in time..??!!
Student :
"jhund me kutte ate hain sir......
sher to akela ata hai "
by Pak101.com (few years ago!)
Santa: Look a thief has entered our kitchen
and he is eating the cake I made.
Banta: Whom should I call now,
Police or Ambulance?
by Tanveer Hussain (few years ago!)
7 sadhu 7 chatai par dhyaan lagakar baithe the.
Ek Aadmi aata hai aur sabse bujurg sadhu ko pranam kar poochta hai: Maharaj ladki nahi pat rahi hai, kya Karoon?
Woh sadhu sabse chote sadhu ko pukarta hai aur kehta hai: chotu ek aur chatai laga de beta...
by Pak101.com (few years ago!)
Khaan Sahib Ko Kisi Ne Btaya
K JORAY Asmanon Per Bantay Hain
KHAN SAHIB Bohat Khush Hoye
Foran Bazar Gaiye
Ik Bohat Hi Barhya Sa KAPRA Liya
Wapis Aiye
Or Asmaan Ko Dekh Ker Bolay
Hamara Bhi Aik Joray Bana Do
by Pak101.com (few years ago!)
Sheikh k kamre se cheuntiyan bahir ja rahi then
Sheikh:
Kahan ja rahi ho or kia le kar ja rahi ho?
Cheunti:
ßhai bhooka marne se to behtar hai hijrat kr jain.
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Rat ko 12 baje ladki ne Byfnd ko call kiya kaha mere ghar pe
koi nhi he
ladka uski ghar pe gya
sach me koi nhi tha
Taala laga hua tha.:-P ;-)
by Pak101.com (few years ago!)
Ek Neta Ek Gaanv Mein Vote Mangne Ke Liye Har Ghar Mein Jaa Raha Tha,
Ek Ghar Mein Ghussa Aur Ek Aurat Ko Bola,
Neta: “Chinta Na Kijiye Ab Hum Aa Gaye Hai, Ab Vikas Hoga”
Aurat Sharmate Hue Boli: “Pichli Baar Bhi Aapne Yehi Kaha Tha, Par Tab Pinky Hui Thi“
by Pak101.com (few years ago!)
Boy 1: Larkion ko "I love you" bolny ki sab se achi jagah konsi hai?
Boy 2: Daata Darbar
Boy 1: Kion ??
.
Boy 2: Kionky wahan larkiyon ne chapal nahi pehni hoti
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Master- “Rinku, kya kar rahe ho? Padh rahe ho
kya?”
Rinku- “Ji nahi Shrimaan, mai apki baat sun raha
hu”
by Tanveer Hussain (few years ago!)