Most Innocent Dhamki
Most innocent dhamki
A thief was leaving the house after robbery,
suddently the kid wokeup and said -
Mera school bag bhi le ja kaminey
by Pak101.com (few years ago!) / 843 views
Similar Jokes
Ullu aur shohar main kya Farq hota hai?
Shohar ko asani se Ullu banaya ja sakta hai…
jabki, Ullu itna ullu bhi nahi hota ke Shohar ban
jaye!!
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Colgate se daant saaf karne ka,
Pepsodent se majboot karne ka,
Babool se fresh karne ka..
Agar fir bhi safed nahi huye to..
Bindass HARPIC use karne ka..
by Pak101.com (few years ago!)
Ek chota baccha bahut der se ghar ke bahar khada
darwaje ki ghanti bajane ki kosish kar raha tha.Toh
ek budha aadmi aaya aur kaha:
Budha aadmi: Kya kar rahe ho beta?
Baccha: Uncle, yeh ghanti bajana chahta hoon.
Budha aadmi (ghanti bajake): Yeh lo bajgaya, ab
kya hai?
Baccha: Ab bhago!
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Punjab Police ka jalwa...
Santa Taalaab me nanga naha raha tha..
Police-Chal oye baahar aakar kapde pehen le teri Talaashi leni hai..
by Pak101.com (few years ago!)
Baap (betay say): Tum nay tareekh mein itnay kam number kiun liye hain?
Beta: “ Abbu tareekh kay parchay mein ziadah tar sawalat aisay puchay gaye the jo meri paidaish say pehlay kay the.”
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Titanic was sinking.
Santa: How much the earth is far from here?
Banta: 1 kilo meter.
Santa jumped into the sea and asked again: "...In which direction?"
Banta: Downwards !
by Pak101.com (few years ago!)
Captain of Military: Naujawano aage bado;
Santa aage nahi bada;
Captain: tum aage kyu nahi bade?
Santa: Apne kaha 9 jawano aage bado, mein 10ve num pe tha!!
by Pak101.com (few years ago!)
1 Pathan Ka Sir Phat Gya
Dr. Ne Us Se Pucha:
Khan Sahab Kya Hua?
Khan: Hum Pathar Se Keel Thonk Raha Tha
Hum Ko 1 Aadmi Bola:
Khan Khopri Istemaal Kro.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Hmari dosti Tb Khtm hogi jb...
1 ghunga 1 behre ko call kar
k btyega ki 1 andhe ne dekha
ki 1 langda bhag rha tha Ghanze
k peeche Baal katne k liye......
by Pak101.com (few years ago!)
Wife: ap apnay best freind ki BV k janazay pay nahi gay.
Husband:kis moo say jaon.
wo mujay 3rd BV K janazay pay bula raha hai
Aur
Mein ne1 dafa b nahi bulaya
by Pak101.com (few years ago!)