What If Doctors Make Films
Socho agar doctor film banate to title kya hota?
1. Kabhi khansi kabhi jukam
2. Kaho naa bukhar hai
3. TB no 1
4. Kal patient ho na ho
5. Hum blood de chuke sanam
by Pak101.com (few years ago!) / 1002 views
Similar Jokes
Vaibhav- baba, kya aapko pata hai, aapke ashram me ladke aur ladkiya kya kar rahe hai?
Mani baba- mereko kya?
Vaibhav- lekin ye aashram aapka hai!
Baba Mani- toh phir tereko kya?
by Pak101.com (few years ago!)
Main teri Maa Hoti
Teacher: Main teri Maa Hoti Tou Main Tujhy
2 Din Main Sudhaar Deti …
Student: Madam, Kal Tak Main Apne Papa Sy
Mashwara Kar k Bata Doonga …
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Ek din Court mein Judge ne ek mujrim ko sajaa sunaate huye kaha, “Iske dono kaan kaat diye jaye.” Mujrim ne bahoot ghabrate huey kaha, “Rahem karo my baap, kaan kaat lenge toh main andha ho jaonga.” Judge ne ascharya se poocha kaan kaatne se andhe kaise hoge, mujrim ne kaha …. “My baap kaan [...]
by Pak101.com (few years ago!)
Agar Question paper tough lagy
Ya samaj mai aye tu
Ek gahri saans lo, owr zor se chilawo:
.
.
"Kameeno fail hi karna hai tu exam kion laity ho…"
by inayat khan (few years ago!)
Yeh 8 Baatein Kisi Ke Dil Mein Aapki Izzat Barha Saktein Hain:
1) SALAAM Karna.
2) Kisi Ko Jaga Dena.
3) Asal Naam Se Pukaarna.
4) Bilawaja Behes Na Karna.
5) Dosray Ki Baat Bhi Tahamul Se Sunna.
6) Apni Ghalti Tasleem Karna.
7) Bina Bolay Rs1000 Ka Balance Share Karna.
8)7th point Pe Ziada Dehaan Dena.
by Mazhar Khan (few years ago!)
MAKKHAN- Tumhari gaadi kaisi condition me hai??
DHAKKAN- Horn k alawa sab cheez aawaz karti hain!! :-|
by Pak101.com (few years ago!)
Larki ko line or kutti ko pathar soch
samajh ke maro
peeche bhi padh sakty hain Aapka Shubh Chintak:p=)) =))
by khalid hussain (few years ago!)
4 Pathan train k piche bhag rahe thay
4 Pathan train k piche bhag rahe thay,
2 charh gaey
To train men logon ne kaha
WELDONE
Pathan: khaak well done?
Jana to unhen tha hum to chorne aaey thay.
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
GEOMENTARY”
Batain Duniya Ka Pehla Traffic Signal Kahan Lagaya Gya Tha?
.
Jawab Janiye Is Break K Baad!
BREAK:
Ufone… Tum he to ho
.
LU ka Zeera plus.
.
Surf excel.dadi 1 minute.
.
Zong,sub keh do.
.
Dew, do the dew.
.
Jazz.apna he.
.
.
.
Welcome Back After The Break
.
.
Duniya Ka Pehla Traffic Signal…
.
.
.
ROAD Pe Lagaya Gya Tha!
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Santa saw a board at d centre of a Pond.He tried reading bt culdnt.Atlast he swims to the centre of the Pond & Reads,"CROCODILE PRESENT,DONT SWIM"
by Pak101.com (few years ago!)