Murge Ka Anda
Poultry farm ke maalik ne sabhi Murgiyon ko order diya.
Agar tum logon ne kal se 2-2 ande nahi diye to kal se tumhara dana pani band.
Murgiya dar gayi ....sab ne 2-2 ande diye magar ek ne sirf ek anda hi diya"
Malik "Tum ne 1 anda hi diya hai?".
by Pak101.com (few years ago!) / 771 views
Similar Jokes
Master- “Batao, gadhe aur manushya me kya fark hai?”
Vidhyarthi- “Manushya ko gadha kaha ja sakta hai,
parantu gadhe ko manushya nahi kaha ja sakta|”
by Pak101.com (few years ago!)
Teacher: Tumhare papa 500 rupees loan lete hain, 10% interest ke hisaab se woh 1 saal baad loan vapis karte hain, batao kitne paise vapis karenge?
Bania’s son: Kuch bhi nahi.
Teacher: Tum maths nahi jaante.
Banis’s son: Main toh maths jaanta hoon, par aap mere papa ko nahi jante ;)
by Pak101.com (few years ago!)
1 Garib Ladke ki shadi ho rahi thi
Pandit- Kaho mai apna sab kuch
apni Biwi ko deta hu..
.
.
.
.
Piche se awaz aayi-
"Lo bhai,
Bechare ki cycle bhi Gyi
by Pak101.com (few years ago!)
Teacher ITEFAQ Ka Jumla Banao
Pathan Student: Jis Din Mere Baap Ka Shadi Tha ITFAQ Se Usi Din Meri Maaan Ka Bhi Shadi Tha
by Pak101.com (few years ago!)
Patni Ne Ek Din Pyar Se Apni Pati Se Puchha
Patni: “Jab Tum Desi Pite Ho Mujhe Paro Kehte Ho, Beer Pite Ho To Darling, Par Aaj Bhootni Kyu ?”
Pati: “Aaj Maine Sprite Pee Hai Seedhi Baat No Bakwaas“
by Pak101.com (few years ago!)
DUKANDAAR: iss bori pay mat baithna, phat jaye gi!
Gahak: kyun, iss main Ghubaray hain?
Dukandaar: nahi… "KEEL" hain
by Pak101.com (few years ago!)
Ek aadmi ko raaste mai patthar
mila..
Us par likha tha "isse palat do,
kuch ban jaoge
.
.
.
.
"Jaise hi usne palta dusri taraf
likha tha...
.
.
.
.
.
'Mubarak ho tum Bewkuf Ban
Gaye..
by Asim Raza (few years ago!)
Naukrani: Memsahab gajab ho gaya, pados ki teen auraten aap ki saas ko peet rahi hai.
Memsahab: Chalo Jake Dekhte Hai.
Dono ek ke saath balcony pe aayi aur chup chap tamasha dekhne lagi.
Naukarani: Memsaheb, aap madad karne nahi jayengi?
Memsaheb: Nahi usko peetne keliye teen hi kafi hai.
by Pak101.com (few years ago!)
Teacher: Es mohawary ko estimal karo "mun mai pani aana"
.
Pathan Student: Jaisy hi mai ne Nal ko mun laga ke Nal chalu kia, tu mairy mun mai pani agia
by Mohammad Awais Rashid (few years ago!)
Wife : I will die.
Husband : I will also die.
Wife : why do u want to die?
Husband : because main itni khushi bardasht nahi kar sakta.
by Mazhar Khan (few years ago!)