Search SMS
e.g. faraz, sardar, etc.

Search Results for 'masroof ho'

Wafa ruswa nahi

Wafa ruswa nahi karna
Suno aisa nahi karna
Main pehlay he akela hoon
Mujhe tanha nahi karna
bohat masroof ho jana
To socha nahi karna
Bhrosa bhi zaroori hai
Magar sab ka nahi karna
Muqadar phir muqadar hai
Kabhi daawa nahi karna
Jo likha hai wo hona hai
Kabhi shikwa nahi karna
Meri takmeel tumse hai
Mujhay aadha nahi karna
Haqiqat ha Milan apna
Isay spna nahi karna
humein tum yaad rahtay ho
Humein bhoola nahi karna

435 chars (3 sms)


Uski yadon mein uski

Uski yadon mein uski baton mein
Us ki duaon mein kahin mera aks to jhilmilata hoga
Lakh masroof hoga apnay kamon mein woh
Par ik pal to meri yad mein bitata hoga

164 chars (2 sms)


aankhein masroof ho jati

aankhein masroof ho jati hain, bhula dete hain log
kahaniyan mashoor ho jati hain,bhula dete hain log......

ye kya manjar he yaaro
koi marta he to jala dete he log

humse nahi he kuch gila to bato
kyun ruswa kar jate he log

ye sab to kismato ka khel he
varna kahan juda hona chahate he log

hum tum rahe sada dost
ye bhi to dekh nahi pate he log

361 chars (3 sms)


Uski yadon mein uski

Uski yadon mein uski baton mein
Us ki duaon mein kahin mera aks to jhilmilata hoga
Lakh masroof hoga apnay kamon mein woh
Par ik pal to meri yad mein bitata hoga

164 chars (2 sms)


Abhi Waqt Nahi Hai

Abhi Waqt Nahi Hai Mere Paas Thora Masroof Hoo Mai…
Milooga Ek Din Tujhse Kabhi Milne Ke Liye Bhee..

Ek Arse Se Jaag Raha Hoo Mai Zindagi See Kaali Raato Me..
So-Uga Ek Din Mai Apni Aankho Me Tere Sapne Liye Bhee..

Roothe Zamane Ko Manana Hai, Rote Dosto Ko Hasana Hai,
Bahut Kaam Hai Par……Jiyugaa Ek Din Mai Apne Liye Bhee..

334 chars (3 sms)


Bohat masroof ho shayad...!

Bohat masroof ho shayad...!

Hamrai yaad bhi tum ko nahin aksar satati ab,

Bicharnay tak se milnay ka,

Koi wada nahin kartay,

Koi khat bhi nahin likhtay,

Gila karna to chahtay hain,

Tumhari berukhi ka hum,

Magar us k liay kuch waqat bhi darkar hota ha,

Jo tum ko mil nahin sakta,

Kiyon k,

Bohat masroof ho shayad...!

346 chars (3 sms)


Ab teri yaad say wehshat naheen

Ab teri yaad say wehshat naheen hoti mujh ko
Zakham khulney se aziyat naheen hoti mujh ko

Ab koi aaye chala jaye main khush rehta hoon
Ab kisi shakhs ki aadat naheen hoti mujh ko

Aesa badla hoon teray sheher ka paani pi kar
Jhoot boloon to nidaamat naheen hoti mujh ko

Main ne bhi ki hey mohabbat, so kisi ki khatir
Koi marta hai to hairat naheen hoti mujh ko

Itna masroof hoon jeenay ki hawas main yaaro
Saans leney ki bhi fursat naheen hoti mujh ko

467 chars (3 sms)


Aisay badla hon teray sher ka pani pee kr

Aisay badla hon teray sher ka pani pee kr
Jhoot boloon to nidamat nahi hoti mujh ko

Hai amanat main khiyanat,so kisi ki khaatir
Koi marta hai to hairat nahi hoti mujh ko

Itna masroof hon jeenay ke hawas main MOHSIN
Saans lenay ke bhi fursat nahi hoti mujh ko

268 chars (2 sms)


  • Page 1 of 1
  • 1
aaas Adalt Adhi Raat Adult agra Ajrak akhtar allama Alone apno april fool Asif attitude ay dil badal bagwan beer believe Benazir Bewafa bhag bhaga bird blessing bool jana broken heart cast Chahat chale cheat choose choot chut cricket Crying Dadi dard daru december defence day dene Devil dhoka dhund dil tor Dimagh Door Doori Dost doste dosto Duwa EID KA DIN Eid mubarak eid ul azha elephant evening Facebook Faiz fanaa Faraz Farq sirf itna tha fill Fill up forward Friday friends friendship funny funny sms gandi ganja gareeb gay sms Ghalib Ghazal Girls golden w Gujjar hadis hair Hairstyle Hand happy birthday happy new year HATE HEAD hindi hussain I LOVE U i love you if you really love someone arrange ishq islami jani jhoot Jism juda judai jumma kafan kare Khat Khata khobsort khushbu KHUSHI Kiss kissing LABO Land lazy life lonely love lovely sms lover manz Manzil married masjid Masoom Maut miss you Mohabbat mohsin molvi morning mother mountain MOUT muhabbat mulakat naraz natural Nawaz sharif New York nigahe pagal Pashto pepsi poetry prayer Pyar Quote raja Ramzan Rape Rashid reply rishty river Sacha pyar Salam sali sardar SAWAL saza scenery sehri shakespeare sharab shoaib sindh SINDHI TOPI AUR AJRAK socretes songs success SUHAGRAT Sunday talash Talent tanhai tarkhan tasveer taxi tear Tera Chehra Thanks tongue twister trust udas urdu Urdu poetry sms uses view Wapda Wasi shah wedding well come what is love wife winter ya allah yaad yakeen ye watan Your heart was frozen zindagi zubaida
Existing Users Login
User ID
Password
 
 
Join Now / Forgot Password

also you can..
Login with Facebook