Search SMS
e.g. faraz, sardar, etc.

Search Results for 'Sehri'

Aya hain ramzan jaag utha Iman

Aya hain ramzan jaag utha Iman Har neki azad hui aur qaid hua shytan fazr se ghanto pahle har ghar men hai bedari Neend se sabko nafrat hai aur sehri sabko pyari bachche sab uth baithe allah ki dekho shaan Aya hain ramzan jaag utha Iman Qabr men kaam na ayenge ye sona chandi note Ab bhi waqt hai kar lo tum dur amal ka khot Is ramzan men padh lo tum mukammal quran Aya hain ramzan jaag utha Iman

398 chars (3 sms)


1990 Dhol Wala Bhaiyon Sehri Ka

1990 Dhol Wala Bhaiyon Sehri Ka Waqt ho Gaya hai uth jao. . . . . . . . 2011 Dhol Wala: Night Package Waalo Jaag To Rahay ho Sehri kar k hi sona.:-

147 chars (1 sms)


Woh Sehri Ki Thandak

Woh Sehri Ki Thandak
Woh Iftar ki ronak
Woh asmaan ka Noor
woh Taron ki chamak
Woh Masjidoo ka sawarna
Woh Minaaron ka Chamakna
Woh Musalmaano ki Dhoom
Woh Farishtoo ka Hajoom
jee Haan
Just 1 day
RAMADAN

Start preparing to welcome this HOLY MONTH
Ramadan Mubarik

277 chars (2 sms)


what is ramadan?

what is ramadan?
what is sehri,roza,iftari,taravi,zakat.....
have u ever thought how our prophet fulfilled all these activities? do v follow him?

148 chars (1 sms)


Woh sehri ki noraneyat,

Woh sehri ki noraneyat,
Woh iftaar ki rounaq,
Woh aasman se rehmat ka barasna,
Woh masjidun ka rooh parwar manzar,
Woh naikiyon ka jazba,
Woh tilawat ki dhoom,

Jee han rehmat wala maghfirat wala
or azab se nijaat wala mahena
“RAMZAN” aaney wala hai,
Duaon main yaad rakhna.

285 chars (2 sms)


Mera 1 Kaam Karna

Mera
1
Kaam
Karna
Har Sehri Se Pehle
Har Namaz K Bad
Har Iftaar Se Pehle
Har Taraweeh K Bad
Har Tilawat Se Pehle
Har Tahujjad K Bad
Har Taaq Rat Me
Salat Ut Tasbeeh K Bad
Sirf
1
Chota
Sa
Kaam
Karna,
Sirf
Apni
Dua
K
Chand
Alfaaz
Mere
Naam
Karna,
Apni Duaon K Khas Lamhat Me
2 Jahan Ki Afyat Mangna
Dozakh Se Nijaat Mangna
Rizq-E-Halal
Husn-E-Akhlaq Mangna
Ishq-E-Rasool
Shukar Karne Wali Zaban
Sabar Karne Wala Dil Mangna . . . /
TALIB-E-DUA

476 chars (3 sms)


(Sehri Ki Barkat) 605,

(Sehri Ki Barkat)
605,
Hadis-E-NABI(S.A.H.W)
HAMAREY Or Ehl-E-Kitaab K ROZON K Darmiyan Farq Karney Wali Cheez
" SAHERI Khana " Hai . . . /

144 chars (1 sms)


Ya Rab Is Soe Hoe Insan Ko Jaga De,

Ya Rab Is Soe Hoe Insan Ko Jaga De,
Bistar Hai Is Ka Narm Tu Pathar Ka Bana De,
Khatmalon Or Macharon Ki Duty Is Par Laga De,
Jis Ki Hawa Se Wo Madhosh Hai Us Pankhay Ko Tu Jala De,
Or Kuch Nahi To Bas Esay Aek Saza De,
Khowab Mai Esay Koi Is K Jesa Bhoot Dikha De..
Sehri Mubarak..:-D

292 chars (2 sms)


Ager Sehri Mai Pani K Last 3 Sips Mai

Ager Sehri Mai Pani K Last 3 Sips Mai

SUBHAN ALLAH,

AL-HAMDULILLAH,

JAZAKALLAH.

Parh Lia Jae To Piyas Nhi Lagti.

Ap B Yad Rakhain Uron Ko Bhi Btain.

Have a Nice Roza

184 chars (2 sms)


~Mafhoom-e-Hadees~

~Mafhoom-e-Hadees~
"Sehri Mein Barkat Hy,
Isey Har-giz Na Chorho !
Agar Kuch Nahi Tou Us Waqt Pani Ka Ek Ghoont Hi Pi Lia Jaye,
Kyun k
Sehar Mein Khanay Peenay Walo''n Per ALLAH TA''ALA Rehmat Farmata Hy Aur Farishtey Un k Liye Dua-e-Khair Krty Hyn."
(Musnad Ahmad)

272 chars (2 sms)


Agar Aapko Rozay Mian Bhook lagti hai To Sehri Main Sirf:

Agar Aapko Rozay Mian Bhook lagti hai To Sehri Main Sirf:

1 Pao Dahi
1 Glass Milk
3 to 4 Parathy
2 Glass Lassi
2 Zinger Burger
4 Kabab
4 Eggs Fry
6 Eggs Boil
4 to 6 Glass Water
2 to 3 Pieces Chicken
4 Packages Maggie,
Aur
6 Banas Khaen.

Insha Allah Bhook Nahi Lagegi. :-)

290 chars (2 sms)


Jadeed Tehqeeq Se Pata Chala Hy k

Jadeed Tehqeeq Se Pata Chala Hy k




Agar Sehri k Baad

14 Ghantey Gehri Neend So Lia Jaye
Tou








Bhook Aur Pyaas Nahin Lagti .. =P ;)

158 chars (1 sms)


''Labon ne aajkal muskurana chor dya hy

''Labon ne aajkal muskurana chor dya hy
Khwabon ne palkon pe aana chor dya hy
Nahi khulti hai ankh ab to sehri mein
Shayed ap ne peepa bjana chor diya hy''

158 chars (1 sms)


''mere pyare allah mian tere raz b gehre hain

''mere pyare allah mian
tere raz b gehre hain

un k rozay sehri wale
mere 8 pehre hain

dawat roza khulwane ki
unain milay sarkari ha

mere bacha roza rak k
dhonta phirray iftari ha''

193 chars (2 sms)


Masha Allah

Masha Allah

Aaj Paanchwa Roza Hy
Sehri Aur Iftari Me
Aur Har Namaz K Baad
Dil Se Dua KAren''n








Ya Allah













Asif Zardari Ko Benazir Se Milwa De ...

193 chars (2 sms)


  • Page 1 of 1
  • 1
,,GO 14 august adalt adawat adult Ajnabi Ajrak allah pak allama iqbal anniversary attitude ay dil ay dost Baal badal badmashi badsha Bahon balochi bang baraf barish bewafaye bewafi Bhai bharosa bichar gay bike biwi ne kameez utari blessing bulleh shah bura nahi call cast chal chal be chale Choose Choot chut color cool dadi dene devil dhoka dhund dirty doori eid ka din enjoy evening Fahad Faiz Fanaa faraz faraz in arabic faryad fill flirt Friday gand ganj gareeb gazal ghalib Ghazal girls Good night wishes gujjar gurbat hair hand hansna happy birthday happy new year HATE HEAD heaven Helo husan husband hussain i hate you I KISS U i miss u If You Really Love Someone Arrange intezar ishq islami jaat jani joking jumma jungle ka badshah Kaha ho kashti khan sahab khata khobsort khushi kiss LABO lamha larki Liar love love lost love sms lund madani phool mahak mahek mama manz Manzil Marna marne marriage married Marrige Masoom masroof ho maut miss you mohabbat Mohsin molvi mother mout muhbat naghmay Nahaya namaaz namaz NARAZ Naseeb Nawaz sharif new shadi New year sms New York Nishani pagal pakistan pareshaan pareshan pathan phol phool picture police professor to student punjabi sms pushto pyar qasmain question raat ramzan reply river sach Sacha pyar Sagar sahib salary sali saqi sath school scolding send sms sharab Sharafat songs spit Story sunday tarkhan tears tere hath se teri qasam thandi hawa Thanks tinda udas larki Urdu Util valen vote wada Wapda wasi wasi shah well come winter yaad yakeen ye watan zardari
Existing Users Login
User ID
Password
 
 
Join Now / Forgot Password

also you can..
Login with Facebook