Search SMS
e.g. faraz, sardar, etc.

Search Results for 'sath'

-good looks

main raho ya na raho,ye dua rahe ge meri tum khush raho sada mere sath b mere bad b

83 chars (1 sms)


Ishq kay samandar may tou hum bhi doob jaen

Ishq kay samandar may tou hum bhi doob jaen FARAZ.....! Shart ye hai kay Titanic wali lrki sath ho....! !¡!¡!¡!¡!¡!¡!¡!¡!¡!¡!¡!

169 chars (2 sms)


wishes

"Koi "DOOR" hai to koi "PAAS" hai" "Ye "WAQT" waqt ki "BAAT" hai" "Hum "DOOR" hain to "KIA" howa" "Hamari Dua Hr Waqt Hr Pal aap k Sath Hy

138 chars (1 sms)


judai and milen

"Koi "DOOR" hai to koi "PAAS" hai" "Ye "WAQT" waqt ki "BAAT" hai" "Hum "DOOR" hain to "KIA" howa" "Hamari Dua Hr Waqt Hr Pal aap k Sath Hy

140 chars (1 sms)


TEri Yaaad

tUmhEn gUxry jOo Ek mUDDat hUi. . . BAkhUda sanS lEne mEin dIqat hUi. . . dhEEry dhEEry mEin hOta raHa bErdaD. . . wOh barIsh kI bOndEin Or bUs tEri yaD. . . MEin tUjh kO dhOndTa hOon mOajxOn kI taraH. . . MEra mIjax hOgaYa kIsy tOty maKan k kOnO kI taraH. .. Ek bAr akEr mEra wajoOd kEr abaD. . . wOh barIsh kI bOndEin Or bUs tEri yaD. . . MEin tanHa hOn pEr tEre satH bHi hoOn. . . jIs kI kabHi sUbhoO na hoO wOh andhEri raaT hOon. . . Aa dEkh mEin kIya hO gaYa tEre bAd. . . wOh barIsh kI bOndEin Or bUs tEri yaD. . . MUjHy tEre pasS aB rEhna hAi. . . Ya pasS tUjhy aB rakHna hAi. . . MEre MoUla mUjHay saNs k bandHan sE kEr aXaD. . . wOh barIsh kI bOndEin Or bUs tEri yaD. . . yOu dOn't knOw hOw lOng. I have bEEn waitEd fOr yOu I'd rathEr diE, thEn stAy awaA frOm yOu. . .

781 chars (5 sms)


Sardar Dharakt pe charha to upar bandar

Sardar Dharakt pe charha to upar bandar ne pocha : Oper kyo aya? Sardar: Apple Khanay bandar: Yeh to aam ka darakht hai Sardar: Pata hai, ais liye Apple sath laya hun

169 chars (2 sms)


bikhartey maine dekha hai

Mohabbat Ki Haseen Rahon Mein Aksar Mene Dekha Hai

Jo Sathi Sath Chalte They, Bichhartey Maine Dekha Hai,

Sajaatey They Barey Hi Shoq Se Khayalon Ki Haseen Duniya,

Bohat Choti Si Baaton Pe Ujartey Maine Dekha Hai,

Jo Kehte Thaay K Ik Pal Bin Tere Hum Reh Na Payenge,

Saamna Ab Ho To Chup Chap Guzartey Maine Dekha Hai,

Jo Kehte Thaay Tera Rishta Zamane Bhar Se Afzal Hai

Unhi Rishton Ko Pal Bhar Mein Bikhartey Maine Dekha Hai.

448 chars (3 sms)


din ek boy ko pata chala k may 3 mint me mar jawo ga..

din ek boy ko pata chala k may 3 mint me mar jawo ga.. us ny apni Lover and Friend ko message kiya meray pas awo awar may ja raha ho after 2 mint Lover ny reply kiya. where are you going Dear i am very busy i will not come plzzzzzzzzzzzzzz you go. usi waqt usky dost ka message aya kahan ja rahy ho Dear ruk ma aa raha ho sath chalty hai. Boy smile, His eyes closed His Heart stops And he died... Result:- Friend better then Lovers. Dedicated 2 all(Friend & Lover)

494 chars (4 sms)


Tum keh dena koi khaas nahin..

Koi tumse puche kon hoon main Tum keh dena koi khaas nahi Ek dost hai kacha paka sa Ek jhoot hai aadha sacha sa Ek khuwab adhoora poora sa ...Ek phooL hai rookha sookha sa Ek sapna hai bin socha sa Ek apna hai an dekha sa Ek rishta hai an jana sa Haqiqat men afsana sa Kuch pagaL sa deewana sa Bas ek bahana achha sa Jeevan ka aisa sathi hai Jo door ho k bhi paas nhi Koi Tumse puche kon hoon main? Tum keh dena koi khaas Nahi.

427 chars (3 sms)


barish

Aaj ki iss barish mein... phir wohi si boondein hain phir wohi si thundak hy ...phir wohi sa sab kuch hy par Aaj ki iss barish mein.. sath tum nahi ho tou ... aankh num si kitni hy saans tung si kitni hy rooh piyasi kitni hy ye udaasi kitni hy Aaj ki iss barish mein

274 chars (2 sms)


suna hai...

Suna Hai Neya Saal Phir Aa Raha Hai Khushiyan Bhi Hoon Gee ” Baharain Bhi Hoon Gee Magar Hum To Guzry December Ki Sochoon Mein Gum Hain Keh” Jab Tu Mere Paas Thi Hath Tera Mere Hath Mein tha Aor Khushiyan Chaar Su Hamary Sath Thin Magar Ab Akele Tumhain Sochty Hain Yahi Khof Daman Se Lipta Hua Hai Keh” Aisa Na Ho Es Baras Bhi December Tumhary Bina He Kahin Beet Jay December To Har Saal Aata Rahy Ga Magar Tum Na Ho Gy To Kuch Bhi Na Ho Ga ! Suna Hai Neya Saal Phir Aa Raha Hai !

486 chars (4 sms)


papa and nukrani

Teacher: hamein garibon ke Sath Pyar se pesh aana chaiye Student:Ab Mein Samjha Ki papa Aksar Naukrani ko gale Q lagte hai

122 chars (1 sms)


Faraz funny light sms

Methi Methi Yadon ko Palko pay saja lena.
Sath Guzre Lamhon ko Dil may Bsa lena
Main to Brson ka PYASA hoon ” FARAZ ”
BIJLI ajay to yaad se Motor chala dena

160 chars (1 sms)


Aaj ka to din hi kharaab hai

Aadmi sharaab ka glass saamne rakh k Ghamzada betha huwa tha, Dost aa kar uske sath betha aur uska glass utha kar ek hi ghoont mein pi kar bola:Yaar Q udaas ho ? Aadmi:Yaar aaj ka to din hi kharaab hai, Subha BV se jhagra huwa, Raastey mein gaari kharaab hogayi, Daftar late pohuncha to Boss ne nokri se nikaal diya, Girlfriend ko easyload nahi bheja to wo bhi chhor k chali gayi, Aur ab KHUDKUSHI karne k liye Sharaab mein zeher daal k peeny laga tha to wo bhi tumne pi liya.

481 chars (4 sms)


***************AJNABI******************

"ÄJNABI" Usay Kaise Akela Chord Don Is Rah Main Sath jo Chalta Raha Majboriyon K Baad Bhi Ban K Khushboo Rach Gaya Hai Yun Mere Ehsas Main Door Ho Paya Nahin Wo Dooriyon K Baad Bhi Rafta Rafta Us Ko Bhi Ye Duniya raas aa Gae! Muskra K Wo Mila Hai Ranjishon K Baad Bhi Faslay Kab Kam Hoye Hain Raabton K Baad Bhi Ajnabi They Ajnabi Hain "Mohabbaton" K BÄAD Bhi!.

379 chars (3 sms)


,,GO 14 august adalt adawat adult Ajnabi Ajrak allah pak allama iqbal anniversary attitude ay dil ay dost Baal badal badmashi badsha Bahon balochi bang baraf barish bewafaye bewafi Bhai bharosa bichar gay bike biwi ne kameez utari blessing bulleh shah bura nahi call cast chal chal be chale Choose Choot christmas sms chut color cool dadi dene Desh devil dhoka dhund dirty doori dosti eid ka din enjoy evening Fahad Faiz Fanaa faraz faraz in arabic faryad fill flirt Friday gadha gand ganj gareeb gazal ghalib Ghazal girls Good night wishes gujjar gurbat hair hand hansna happy birthday happy new year HATE HEAD heaven Helo husan husband i hate you I KISS U i miss u If You Really Love Someone Arrange intezar ishq islami jani joking jumma jungle ka badshah Kaha ho kashti khan sahab khata khobsort khushi LABO lamha larki Liar love love lost love sms lund madani phool mahak mahek mama manz Manzil Marna marne marriage married Marrige Masoom masroof ho maut miss you mohabbat Mohsin molvi mout muhbat naghmay Nahaya namaaz namaz NARAZ Naseeb Nawaz sharif new shadi New year sms New York Nishani pagal pakistan pareshaan pareshan pathan phol phool picture police professor to student punjabi sms pushto qasmain question raat ramzan reply river sach Sacha pyar Sagar sahib salary sali saqi sath school scolding send sms shaq sharab Sharafat songs spit Story sunday tarkhan tears tere hath se teri qasam thandi hawa Thanks tinda udas larki Urdu Util valen vote wada Wapda waqt wasi shah well come winter yaad yakeen ye watan zardari
Existing Users Login
User ID
Password
 
 
Join Now / Forgot Password

also you can..
Login with Facebook