Search SMS
e.g. faraz, sardar, etc.

Search Results for 'raat'

Hijar Tara ab Doob Chala Hai

Hijar Tara ab Doob Chala Hai Dhalny Lagi Hai Raat WaSi Qatra Qatra Baras Rahi Hai Ashkon Ki Barsat WaSi Tere Baad Yeh Dunya Walay Mujh Ko Pagal Kar Dain Ge Khushbu Ke Dais Main Mujh Ko Le Chal Apnay Sath WaSi Yun Hi Chup Ki Mohar Laga Kar Kab Tak Gum Sum Betho Ge Khamoshi Se Dam Ghut’ta Hai Cheyro Koi Baat WaSi Aaj tO Us Ka Chehra B Kuch Badla Badla Lagta Hai Mosam Dadla Dunya Badli Badal Gaye Halaat WaSi Mere Ghar Khushbu Ka Yeh Raqs Usi Ke Dam Se Hai Us Ke Sath Chali Jaye Gi Phulon Ki Baraat WaSi Chor Wasi Ab Us Ki Yadein Tujh Ko Pagal Kar Dain Gi To Qatra Hai Wo Darya Hai Dekh Apni Auqaat WaSi….!!!

613 chars (4 sms)


Aey Chand Ki Kirnoon Jao Na!!!

Aey Chand Ki Kirnoon Jao Na!!! Tum Us Ko Choo Kar Aao Na Woh Kub Kub Kia kia Karti Ha Woh Jagti Hai Ya Sooti Ha Woh Kis Say Baatein Karti Ha Woh Sham Ko Kesi Lugti Ha Woh Raat Ko Kaesi Dikhti Ha Aey Chand Ki Kirnoon Jao Na!!! Jub Woh Sooay Kesi Lugti Ha Jub Jagay Kesi Dikhti Ha Tum Chupkey Chupkey Jao Na Tum Us Ko Choo Kar Aao Na Mein Us K Bin Adhura Hoon Or Jeena Dush War Lugta Ha Tum Kaan Mein Us K Keh Dena Koi Yaad Usay Bohut Karta Ha Aey Chand Ki Kirnoon Jao Na!!!

473 chars (3 sms)


Pyar Ka Saboot

Woh Pyar Ka Saboot Dikhaya Karta Tha ansoo Baha Kar Humein Manaya Karta Tha yeh Zindagi Sirt Tum Se Hi Wabasta Hai aksar Yeh Baat Humein Bataya Karta Tha us Ki Batoon Mein Kuch Aisa Asar Tha mein Barish Ke Bina Hi Bheeg Jaya Karta Tha soney Ki Fursat Hi Kisay Thi woh Humein Sari Raat Jagaya Karta Tha bechaini Jab Had Say Barh Jati Thi woh Ji Bhar Ke Galay Lagaya Karta Tha woh Itni Mohabbat Karnay Wala Badal Gaya jo Har Baat Par Meri Qasam Khaya Karta Tha

463 chars (3 sms)


Kal Shaam Tere Ghar

Kal Shaam Tere Ghar Qiyaam Kis Ka Tha Na Tha Koi Musafir To Ehtmam Kis Ka Tha Likh Likh Ke Choomti Rahi Jisko Raat Bhar Hamein Bhi Batao Wo Naam Kis Ka Tha Jis Ko Sun Kar Ro Pare Ehl-E-Mehfil Itna Bheegta Hoa Anjaam Kis Ka Tha Hamien Pee Ke Hosh Na Raha Saqi Wo Hath Kis Ka Tha Wo Jaam Kis Ka Tha

300 chars (2 sms)


Funny sms

AIK KNJOS K GHR AGH LAG GAE, WO APNY GHR KO BACHA NA SAKA, Q K WO SARI RAAT FIR BIRAGED WALO KO MISCALL MARTA RAHA.

115 chars (1 sms)


izhaar

kab unki palko se izhaar hoga dil ke kisi kone mein mere liye pyaar hoga Guzarti hai raat unki yaad mein kabhi to unko mera intezaar hoga

137 chars (1 sms)


unki palko se

kab unki palko se izhaar hoga dil ke kisi kone mein mere liye pyaar hoga Guzarti hai raat unki yaad mein kabhi to unko mera intezaar hoga

137 chars (1 sms)


Chokhat

Jinko Sooraj Meri Chokhat Se Mila Tha Yaaro, Ab Woh Khairaat Mein Dete Hain Ujaalay Mujhko. . .*

97 chars (1 sms)


Ramazan ke pahley ashre men

Ramazan ke pahley ashre men rehmat ki barsaten hain Rozedar ki har din eid hain aur har shab baraten hain Doosra ashara ramzan ka hai bakhsish ka saman liye Raat ko ashkon se do liye sab jitne tune gunaah kiye Teesre ashre men dozakh se bachne ki tadbeeren kar Aalim hai to aamil ban mat zyada kar taqreere kar

312 chars (2 sms)


Zindagi mili kuch zara si thi Kuch is main kami b zara si thi

Zindagi mili kuch zara si thi Kuch is main kami b zara si thi WO roz hoty gaye pas se pas mere Lakin kuch kami ab b zara si thi Chand jagty jagty akhir,so hi Gaya Raat abi rehti kuch zara si thi Muhabbat bant Di unho ne zamany bhar mein Jo hamary hissay mein aai wo zara si thi

280 chars (2 sms)


Meri khwahisho ko jagane laga hai

Wo raato ke neende urane laga hai Meri khwahisho ko jagane laga hai Adao ke nahkre dikhaongi me osko Main ghusse me ziyada sataongi osko Mere dil me bs wahi hai samaya Yeh kya dard dil mere dil me jagaya Subah shaam mere khiyalo pe chaya Kaun hai jo sapno main aaya

265 chars (2 sms)


Wo raato ke neende urane laga hai

Wo raato ke neende urane laga hai Meri khwahisho ko jagane laga hai Adao ke nahkre dikhaongi me osko Main ghusse me ziyada sataongi osko Mere dil me bs wahi hai samaya Yeh kya dard dil mere dil me jagaya Subah shaam mere khiyalo pe chaya Kaun hai jo sapno main aaya

265 chars (2 sms)


Muk Chali Ay Raat

Muk Chali Ay Raat Wich Sajna Di Yaad Dil Kare Faryad Nai Jeena Tere Baad

72 chars (1 sms)


Saavli Si Larkii

Saavli Si Larkii Yay Raaz Samajhti Thii Chaar Din Ki Baatein Hein Aagey Ghum Ki Raatein Hein Yay Jo Raahi Aayaa Hay Siraf Ik Waqti Saayaa Hay Jeewan Ki Tapti Dhoop Mein Har Aik Saayaa Paraya Hay Haqeeqat Ko Such Samajhti Thii Saanvli Si Aik Larki....

259 chars (2 sms)


Raat aksar hum se ye sawal krti hai 'FARAZ'

Raat aksar hum se ye sawal krti hai 'FARAZ' K kon hai tere dil main jo tujhe sone nahi deta.?.

95 chars (1 sms)


,,GO 14 august adalt adawat adult Ajnabi Ajrak allah pak allama iqbal anniversary attitude ay dil ay dost Baal badal badmashi badsha Bahon balochi bang baraf barish bewafaye bewafi Bhai bharosa bichar gay bike biwi ne kameez utari blessing bulleh shah bura nahi call cast chal chal be chale Choose Choot christmas sms chut color cool dadi dene Desh devil dhoka dhund dirty doori dosti eid ka din enjoy evening Fahad Faiz Fanaa faraz faraz in arabic faryad fill flirt Friday gadha gand ganj gareeb gazal ghalib Ghazal girls Good night wishes gujjar gurbat hair hand hansna happy birthday happy new year HATE HEAD heaven Helo husan husband i hate you I KISS U i miss u If You Really Love Someone Arrange intezar ishq islami jani joking jumma jungle ka badshah Kaha ho kashti khan sahab khata khobsort khushi LABO lamha larki Liar love love lost love sms lund madani phool mahak mahek mama manz Manzil Marna marne marriage married Marrige Masoom masroof ho maut miss you mohabbat Mohsin molvi mout muhbat naghmay Nahaya namaaz namaz NARAZ Naseeb Nawaz sharif new shadi New year sms New York Nishani pagal pakistan pareshaan pareshan pathan phol phool picture police professor to student punjabi sms pushto qasmain question raat ramzan reply river sach Sacha pyar Sagar sahib salary sali saqi sath school scolding send sms shaq sharab Sharafat songs spit Story sunday tarkhan tears tere hath se teri qasam thandi hawa Thanks tinda udas larki Urdu Util valen vote wada Wapda waqt wasi shah well come winter yaad yakeen ye watan zardari
Existing Users Login
User ID
Password
 
 
Join Now / Forgot Password

also you can..
Login with Facebook