Search SMS
e.g. faraz, sardar, etc.

Search Results for 'pyar'

Karke mujhe deewana

Karke mujhe deewana jaa rahe ho kyo,

Kaise kiya tha Humsafar banne ka Vada,

Ye jara likh dena!

Agar teri nazaro me mera pyar Ek zurm hai to

Tum apni taraff se

Mujhe koi Saza Likh dena.

199 chars (2 sms)


Dil me khuda hai,

Dil me khuda hai,

Ankho me Nasha hai,

Baato me Mazaa hai,

Chahat me Adaa hai,

Andaz bhi Juda hai,

Pyar me Wafa hai,

Are Yaar

isliye sub hum pe fida hai.

173 chars (2 sms)


Aisi jagi na phir DIl

Aisi jagi na phir DIl main tamana koi....
Aapse bechdey to phir khuwab na dekha koi
Hain Bohut log jinhe PYaR kia jaye...lekin
Dil jisay TOoT k chahay .....nahi aisa koi

174 chars (2 sms)


Mainey kaha woh ajnabi hai

Mainey kaha woh ajnabi hai

Dil ne kaha ye dil ke lagi hai

Mene kaha woh sapna hai

Dil ne kaha phir b apna hai

Mene kaha woh do pal ke mulakat hai

Dil ne kaha woh sadiyo ka sath hai

Mene kaha woh mere Haar hai

Dil ne kaha ise ka naam to "PYAR" hai

267 chars (2 sms)


Baat baat pe jo yun

Baat baat pe jo yun rooth jate hain,
Hath unse anjane me choot jate hain,
Koi unse kahy k bara nazuk hai pyar ka rishta,
Hanste hanste bhi dil toot jate hain.

162 chars (2 sms)


Bin Tery Shehr Ka Shehr

Bin Tery Shehr Ka Shehr Weran Rehta Hai.

Bichar Kr Tuj Sy Hr Rasta Sunsan Rehta Hai.

Wo Tujhy Tujh Sy Ziada Pyar Krta Hai.

Jo Tery Samnay Aksr Anjan Rehta Hai.

169 chars (2 sms)


Dard mein koi mausam

Dard mein koi mausam pyara nahi hota,

Dil ho pyasa to pani se guzara nahi hota,

Dekhe zara koi bebasi humari,

Hum uske ho jate hain jo humara nhi hota.

161 chars (2 sms)


Tere Mere Is Pyar Pe

Tere Mere Is Pyar Pe Is Zamane Ka Pahera Hai
Zamana Ye Nahi Jaanta Hamara Pyar Kitna Gahera Hai
Har Waqt Subha Shaam Dostaon Se.
Chahate Huwe Bhi Kiya Zikr Tera Hai
Teri Har Saans Se Milti Hai Zindagi Mujhe
Dhadakta Hai Jo Tere Seeney Me Wo Dil Mera Hai

259 chars (2 sms)


Chup rehne se baat

Chup rehne se baat nahi banti,
Dil ki baat dil main dabane se baat nahi banti,
Maana ke pyar ka Izhar karna Mushkil hai….
Magar dil ke armaan chupane se baat nahi banti.

174 chars (2 sms)


LiKho To Kuch Aesa Ke Kalam

LiKho To Kuch Aesa Ke Kalam Bhi Rone Pe Majboor Ho Jaye
Her Lafz Mein Wo Dard Paida Kero K Wo Pyar Kerne Pe Majboor Ho Jaye

124 chars (1 sms)


kismat pe aitbar

kismat pe aitbar kis ko hay
mil jaiy khushi inkar kiss ko hay
khuch majburian hain zindgi main verna
judai say pyar kiss ko hay

130 chars (1 sms)


Salamay ishq ko hum

Salamay ishq ko hum bhi salam kartay,
Humay bhi tumhara pyar bhara salaam chahiye,
Doosro ke likhi hooi shayari nahin,
Tumhari dil se nikli hui pegaam chahiye.

162 chars (2 sms)


Pyaar kamjor dil se

Pyaar kamjor dil se kiya nahi ja sakta,
Zeher Dushman se liya nahi ja sakta,
Dil mein basi hai ulfat jis pyar ki
us ke bina jiya nahi ja sakta.

147 chars (1 sms)


!!!Tunha tunha mat socha ker!!!

!!!Tunha tunha mat socha ker!!!

Tunha tunha mat socha ker
Mar jaye ga mat socha ker

Jis ki fitrat main dasna ho
Woh to dasay ga mat socha ker

Pyar ghari bhar ka hi bohat hai
Jhota, sacha, mat socha ker

Maan mere shahzade wagerna
Pachtaye ga mat socha ke

269 chars (2 sms)


Dil ki dhadkan ko

Dil ki dhadkan ko dhadka gaya koi,

Mere khwabon ko mehka gaya koi,

Hum to anjan raston pe chal rahe the,

Achanak hi pyar ka matlab sikha gaya koi...............;->

176 chars (2 sms)


,,GO 14 august adalt adawat adult Ajnabi Ajrak allah pak allama iqbal anniversary APRIL FOOL attitude ay dil ay dost Baal badal badmashi badsha Bahon balochi bang baraf barish bewafaye bewafi Bhai bharosa bichar gay bike biwi ne kameez utari blessing bulleh shah bura nahi call cast chal chal be chale Choose Choot chut color cool dadi dene devil dhoka dhund dirty doori eid ka din enjoy evening Fahad Faiz Fanaa faraz faraz in arabic faryad fill flirt Friday gand ganj gareeb gazal ghalib Ghazal girls Good night wishes gujjar gurbat hair hand hansna happy birthday happy new year HATE HEAD Helo husan husband hussain i hate you I KISS U i miss u If You Really Love Someone Arrange intezar ishq islami jaat jani joking jumma jungle ka badshah Kaha ho kashti khan sahab khata khobsort khushi kiss LABO lamha larki Liar love love lost love sms lund madani phool mahak mahek mama manz Manzil Marna marne marriage married Marrige Masoom masroof ho maut miss you mohabbat Mohsin molvi mother mout muhbat naghmay Nahaya namaaz namaz NARAZ Naseeb Nawaz sharif new shadi New year sms New York Nishani pagal pakistan pareshaan pareshan pathan phol phool picture police professor to student punjabi sms pushto pyar qasmain question raat ramzan reply river sach Sacha pyar Sagar sahib salary sali saqi sath school scolding send sms sharab Sharafat songs spit Story sunday tarkhan tears tere hath se teri qasam thandi hawa Thanks tinda udas larki Urdu Util valen vote wada Wapda wasi wasi shah well come winter yaad yakeen ye watan zardari
Existing Users Login
User ID
Password
 
 
Join Now / Forgot Password

also you can..
Login with Facebook