Search SMS
e.g. faraz, sardar, etc.

Search Results for 'HONTO'

tuje chumne ka

tuje chumne ka maza hi aur ha

tuje me chuma tere in kubsurat gulabi honton pe

tuje chumo me tera hasen mehktwe jism ko

bus tume hi chum ta jao mera is tarah mere jawani ki saal beet jaye

196 chars (2 sms)


I See U Aankhon

I See U Aankhon Se, I Feel U Saanson Se,
I Kiss U Honton Se, I Remember U Chahat Se,
I Believe U Jaan Se, I Miss U Dil Se
&&&&& I Love U Kasam Se !!!

153 chars (1 sms)


Tmhen zid hai

Tmhen zid hai k main kehdun
Mujhe zid hai k tum kehdo
Mujhe tumse MOHABBAT hai
Kaho mujhse MOHABBAT hai
Nahi ye jante dono
MOHABBAT kab mohtaj hai lafzon ki,baton ki
MOHABBAT tou humari dharkano k saz men shamil
Sureeley geeton ki manind
MOHABBAT yaad ki devi
Jo tanha raat ko aksar ati he ankhon main
MOHABBAT muskurahat hai haseen nazuk se honton main
MOHABBAT sandli hathon ki nazuk larzishion main hai
MOHABBAT soch ki gehraiyo''n se phot''ti khushbu
Hamesha sath rehti hai

490 chars (4 sms)


Uss k honton ka


Uss k honton ka tabassum rahay qayaim “YA RUB”
Uss k jeevan main khushiyon ka basaira ker day…

Tu meri “KARB” ki raaton ko bhalay khatam na ker,
Uss ke her shaam k aakhir mai “SAWAIRA” ker day.

Uss k “DIL” k kisi konay main jaga day mujh ko…
Uss ki “AANKHON” ko meray sapnon say khaira ker day

Yeh meray dil ki dua hay “MERA MOLA SUN LAY”…
Saaaari duniya say chupa ker “USSAY MERA KER DAY”

405 chars (3 sms)


1 Din Ek Pagal Lrki

Story:
1 Din Ek Pagal Lrki Phulon Se Khel Rahi Thi

Halke Halke Baaten Kar K Phulon Ko Bosay De K..

Shayad Kuch Soch Rahi Thi..
Yakayak 1 Kantay Ne Aa K Us K Honton Ko Zakham Bakhsha

Usne Phulon Ko Hata K Kante Ko Muthi Mai Le Kar
PYAR Se Thora Chuma

Shayad Wo Jan Gai Thi PYAR K Badle Yehi Milega.../

316 chars (2 sms)


kabhi chanda ki

kabhi chanda ki nagri say koi pegham aye to
kabhi taroon ka honton per kisi ka naam aye to
kabhi tareek shab main koi jugno jagmagata hai
MUJHE WO YAAD ATA HAI........
kabhi jab saans say uthta dhuan mehsoos hota ho
ajab si aanch pe haar karuan mehsoos hota ho
to uss ki pyar ki barish main tan man bheg jata hai
MUJHE WO YAAD ATA HAI........
kabhi raaton ko uth uth kar bohat bechain hoti hoon
agar jo letna chahon to bas takiye bhigoti hoon
koi ruthi hui shab neend ki pariyan bulata hai
MUJHE WO YAAD ATA HAI........
kabhi jab titliyon k pankh bhi be rang ho jayen
meri saari baharain bhi khizan k sang ho jayen
tabhi ek aas ka panchi dar e dil khatkatata hai
MUJHE WO YAAD ATA HAI........

707 chars (5 sms)


Yeh pattaron ka

Yeh pattaron ka shehar hai, her cheez bejuba.n
Kaun sun sakega fariyaad teri yahan?

Honton ko see le apne, aur aansoo ko pee le yaara
In cheezon ke nahi yahan per koyi kadar daan..!!

188 chars (2 sms)


December

December
Abhi lamhe
Nahin bikhre
Abhi mosam
Nahi bichre
Mere kamry ki
Thandak me
Abhi kuch dhoop
Baqi hay
Meri diary k
Kuch safhay
Abhi kuch keh
Nahin paye
Mere angan k
Sab poday
Abhi bhi
Gungunate hain
Mere be-jaan
Honton per
Abhi muskaan
Waisi hay
Kisi k laot aanay
Ka
Abhi imkaan baqi
Hay
December
Baat botoon
Main,
Agar tum maan
Jao
December
Tehar jao….!!!
Tehar jao…
Enjoy the last
Day December

434 chars (3 sms)


ek girti barish or

ek girti barish or ek khyaal uska ek phol gulab ka or ek jamal uska barish ki bonden jo yad dilati hain uski so hath dua me hain or honto pe swal uska.

152 chars (1 sms)


Ajj Barish Me Tumare

Ajj Barish Me Tumare Sang Nahana Hy

Sapna Ye Mera Kitna Suhana Hy

Barish K Katre Jo Tere Honton Pe Gire

Un Katron Ko Apne Honton Se Uthana Hy ;->

Happy Rain

171 chars (2 sms)


udaas honton pe

udaas honton pe muskurahat k phool aain to jaan lena..,

k dil k andar ki kuch udasi,bohat udasi main dhal rahi hai..

120 chars (1 sms)


sirf ek bar apne honton

sirf ek bar apne honton se mujhe apna keh do

mohsin

phir mehfil me raqeebon ka tamasha dekho..

100 chars (1 sms)


Honto pe ulfat ka

Honto pe ulfat ka naam hota hai*

Aankhon main chhalakta jaam hota hai*

Talwarron ki zarurat wahan kaisay*

Jahaan nazro se (Qatl--E--Aam hota hai.......

161 chars (2 sms)


Dua Ki Sorat Mai t

Dua Ki Sorat Mai teri Khatr,

Jo Mere Honto Se Lfz Nkly,

Jo Meri Ankho Se Ashk Nkly,

Unhi K Bdly Mai Ay KUDHAYA

Jb B us Ka Naseb Lkhna"UROJ" Lkhna,

kmal Lkhna,

Kbi Na Hrf-e-ZWAL Lkhna.

201 chars (2 sms)


Apne honton pe

Apne honton per sajana chahta hon
Aa tujhey main gungunana chahta hon

Koi ansoo tere daman per gira ker
Boond ko moty banana chahta hon

Thuk gaya main kerte kerte yad tujhko
Ab tujhey main yad aanaa chahta hon

akhri hichki tere zaano pe aaye
maut bhi main sha''erana chahta hon

Rah gayi kuch kami ruswaiyon main
Phr QATEEL us durr pe jana chahta hon

367 chars (3 sms)


,,GO 14 august adalt adawat adult afsos Ajnabi Ajrak allah pak allama iqbal anniversary april APRIL FOOL Asif ay dil ay dost Baal badal badsha Bahon balochi bang barish believe bewafaye bewafi bhaga Bhai bharosa bichar gay bike biwi ne kameez utari blessing bulleh shah bura nahi cast chal chal be chale china Choose color cool dene devil dhoka dhund doori eid mubarak enjoy evening Fahad Faiz fanaa faraz faraz in arabic faryad fill Friday funn funny gand ganj gareeb Gazal Ghalib Ghazal Good night wishes gujjar gurbat hair hand hansna happy birthday happy new year hate HEAD Helo hurt husan husband hussain I KISS U i miss u If You Really Love Someone Arrange intezar ishq jaat janaza Jism joking jumma jungle ka badshah kafan kashti khan sahab khata khobsort KHUSHI kiss LABO lamha Liar love love sms lund madani phool mahek mama manz Marna marriage married Marrige Masoom masroof ho maut miss you mohabbat mola ali molvi morning mother mout muhabbat muhbat mujrim naghmay Nahaya namaaz namaz NARAZ Naseeb nawaz Nawaz sharif new shadi New year sms New York Nishani november pagal paisa pakistan pareshaan pareshan pathan phol phool picture professor to student punjabi sms pushto pyar qasmain question raat raaz Ramzan sach Sacha pyar safar sahib sahil salary saqi sath sawal school scolding sharab Sharafat shohar songs spit sunday tabo tarkhan tears tere hath se teri qasam Thanks tinda udas larki Urdu Util valen vote wada wapda wasi wasi shah well come whet wife winter without you yaad yakeen ye watan zardari
Existing Users Login
User ID
Password
 
 
Join Now / Forgot Password

also you can..
Login with Facebook