Search Results for 'Dost'
Zaruri nahi dosti me bat hoti rahe,
Zaruru nahi dosti me mulakat hoto rahe,
Magar ye zaruri he ki mera dost jaha bhi rahe,
Use meri dosti ki yaad ati rahe.
166 chars (2 sms)
Yad ae kabhi to akhen band na karna,
Hum chale bhi jae to gum na karna,
Ye zaruru nahi har riste ka koi nam ho,
Par dosti ka ehsas dil se kam na larna.
160 chars (1 sms)
Gam k andhiya me hum saawr jaenge,
Nadi hai sumander me utar jaenge,
Hume marne k lye fasi ki zarurat nahi zarrat nahi,
Dosti ko bhula do hum yuhi mar jaenge.
167 chars (2 sms)
Dosti ki hai nibhayenge hum pahle,
musibat koi aaye to hath badhayenge hum pahle,
jine ko to ji lenge hum zindgi,
agar maut aayi to jayenge hum pahle.
153 chars (1 sms)
Har nzar ko ek NZar ki talash hai,har chehre me kuch toh Ehsaah hai apse Dosti hum yun hi nahi kar bathe,kya kare Hamari pasnd hi Kuch Khas hai
144 chars (1 sms)
jab dosti ki dastaan waqt sunayega,
hum ko bhi koi shaks yaad ayega ,
tab bhool jayenge zindagi ke gamon ko ,
jab AAp ke saath guzra waqt yaad ayega
151 chars (1 sms)
dooriyon se fark nahi padta,
baat to dilon ki nazdikion se hoti hai,
Dosti aap jaise kuchh khaas logo se hai,
varna mulaqat to roj janae kitno se hoti hai
157 chars (1 sms)
Nahin pata tha ki zindagi mein
Aapsa bhi koi dost aayega....
Lekin agar Khuda ne bakshi Zindagi dobara
Toh aapki kasam vapas yeh dil aapki hi dosti ko chaahega
162 chars (2 sms)
.Request hai Tum sE
Reféus màt karnà,
Friendship Ke Bulb Ko fuse màt Kàrnà,
Hum DosT hain Tumharay,
Loose mat karna,
Meri jagah kisi ko CHOOSE mat Karna.
188 chars (2 sms)
Rahe pardes me to vatan ki yaad Aayi,
Khai thoker to Maa- Baap ki yaad Aayi.
Dushman mile zindagi me bahut,
Lekin dosti ke naam se bas Aapki yaad Aayi
159 chars (1 sms)
Apni jindagi main mujhe sharik samjna,
Koi gam aaye to karib samjna,
De denge muskrahat aansuon k badle me,
bas hazaron DOSTO me thoda aziz samjhna
156 chars (1 sms)
Sitam karo ya na karo, hum gila nahi karte.
Virano mein kabhi phool khila nahi karte,
Magar itna yaad rakhna
Hum jaise dost baar baar mila nahi karte
158 chars (1 sms)
Kyon Maangte Ho Andhere Apne Vaaste E Dost
Jab Hum Roshni Kharid Laaye Hai
Takeed Ki Hai Baharo Se K Tujhse Jaakar Mile
To Kyon Tere Aas Paas Gumon K Saaye Hai
Apne Labon Ko Kyon Siye Baithe Ho
Kya Chhupa Hai Dil Mein Saamne To Laao
Dard Ki Lakiron Ko Mitane Do Gallon Se
Tere Liye Har Lamhe Se Muskuraahte Samet Laaye Hai
Gar Karoge Bharosa Mujh Par Dost
Waada Hai Sada Saath Nibhaunga
Har Aansun Jo Ubhrega Teri Aankon Mein
Teri Ksam Apni Aankhon Mein Sahej Laaunga
482 chars (4 sms)
Usne dur rehna ka mashwara b likha hai,
Saath he DOSTI ka wasta b likha hai,
Usne ye bhi likha hai mere ghar na aana,
Or saaf lafzo me rasta bhi likha hai
158 chars (1 sms)
Kabhi Roothkar Kabhi Manaakar,
Kabhi Hansakar Kabhi Rulakar.
Teri Dosti ne Sikhaya Hai
Har Pal Jeena Muskura Kar.
Muskurati Subah Ka
Swagat Karo Muskura Kar
161 chars (2 sms)