Search SMS
e.g. faraz, sardar, etc.

Search Results for 'aa dil'

Kabhi Mujh Ko Saath Lekar,....

Kabhi Mujh Ko Saath Lekar, Kabhi Mere Saath Chal Kar Woh Badal Gaye Achaanak Meri Zindagi Badal Kar Huye Jis Pey Meharaban Tum Koi Khush Nasib Hoga Meri Hasaratein To Nikalin Mere Ansuuon Mein Dhal Ke Teri Zulf-O-Rukh Kay Qurban Dil-E-Zaar Dhuundhata Hai Wahi Champai Ujaale Wahi Suramai Dhundalake Koi Phool Bun Gaya Hai Koi Chaand Koi Taara Joh Chiraag Bujh Gaye Hain Teri Anjuman Mein Jal Ke Mere Dosto Khudara Mere Saath Tum Bhi Dhuundo Woh Yahin Kahin Chhupey Hain Mere Ghum Kaa Rukh Badal Kay Teri Bejhijhak Hansi Say Na Kisi Kaa Dil Ho Mailaa Yeh Nagar Hai Aainon Kaa Yahaan Saans Le Sambhal Ke

606 chars (4 sms)


Jab Meraa Dil Toda

Jab Meraa Dil Toda Hoga
U$ne Kuch To $ocha Hoga
Meri Yaad To Aati Hogi
Mera Naam To Leta Hogi
Ji$ Ki Khaatir Hum Rote hein
Wo Bhi Mujhko Roti Hogi
Kyon U$ Ka Dil Maine Tora?
Apne Dil $e Kehti Hogi
Taktii Hogi meri Raahein
Chaukhat Pe Wo Baithi Hogi
$ote-$ote Raaton Ko Wo
Har Aahat Pe Chaunki Hogi
Na Main Ho Na Mere Khat Hai
Woh Kitnii Tanhaa Hogi
Meri Ghazlein $un-$un Kar
Dil Ko Apnay Jalati Hogi.... ..!

423 chars (3 sms)


qareeb maut khari

qareeb maut khari hai zaraa thahar jao
qazaa se aankh lari hai zaraa thahar jao

thaki thaki si fazaayen bujhe bujhe taare
bari udaas ghari hai zaraa thahar jao

nahin ummeed ki ham aaj ki sahar dekhen
ye raat ham pe kari hai zaraa thahar jao

abhi na jao ke taaron kaa dil dharaktaa hai
tamaam raat pari hai zaraa thahar jao

phir is ke baad kabhi ham na tum ko rokenge
labon pe saans ari hai zaraa thahar jao

dam-e-firaaq mein ji bhar ke tum ko dekh to luun
ye faisale kii ghari hai zaraa thahar jao X

521 chars (4 sms)


dariyaa kaa saahil ho

dariyaa kaa saahil ho
puure chaaNd kii raat ho
aur tum aao


kabhii yuuN bhii to ho
pariyon kii mahafil ho
koii tumhaarii baat ho
aur tum aao


kabhii yuuN bhii to ho
ye narm mulaayam ThanDii havaayen
jab ghar se tumhaare guzaren
tumhaarii Khushbuu churaayen
mere ghar le aayen


kabhii yuuN bhii to ho
suunii har manzil ho
koii na mere saath ho
aur tum aao


kabhii yuuN bhii to ho
ye baadal aisaa TuuT ke barase
mere dil kii tarah milane ko
tumhaaraa dil bhii tarase
tum nikalo ghar se


kabhii yuuN bhii to ho
tanahaaii ho, dil ho
buuNden ho, barasaat ho
aur tum aao


kabhii yuuN bhii to ho..........

642 chars (5 sms)


Khushbo ki therhaan Dil main basaa ker use dekhoon

Khushbo ki therhaan Dil main basaa ker use dekhoon
Hatoon Ki Lakeroon main Saaja Ker Uusee Dekhoon

Dil us ko chahee pher Bhi Zaara Deer Ki Lyiee
Khud Us Se Leroon Our Pher Manna Ker Use DeKhoon

Sheshe saa DiL Hai Us KA Kabhi Jo DukH Jayee
PalKoon Se DuKh CHun Loon Our Pher Use DeKhon

Us Ki KhusHe Ki Khater Main Zaher Hans Ki Peloon
Jub Jaan Nikal Ki Gye Tub Pher Main Use Dekhoon

Us Ki Lout Ane Kie InteZar Ki Khater GHAAZAL
Sare Ummer Main Beta doon OUr Pher Use Dekhoon

491 chars (4 sms)


  • Page 1 of 1
  • 1
adhi raat afsos allah pak alone altaf Asif ay dil bachi barish beauty believe best friends bewafa bhaga bharosa bike Bister bivi boys brother bund bura nahi busy ho Chahat chai chale chinees Choot color cool Dadi daru december dene Desh Devil dhoka dil dil pakistan doori Dost dosti dosto Duwa ehad eid ka din eid mubarak emotional english evening Faiz faraz fight flirt forward friends friendship funn Funny gadha gand Gandi ganja gareeb ghazal girl girlfriend Girls golden w golden words good morning good night hair hand hansna happy birthday Happy dewali Happy new year HATE hazrat ali hazrat mohammad heart heaven hello! hospitality husan husband hussain I KISS U I LOVE U I love you i miss u if you really love someone arrange ignore inteha intezar iqbal janaza jani jannat jism juda jumma kafan kanjoos kare karna kashti khali hathon ko kabi gor se dekha hai khat Khata khobsort KHUSHI khushiya King Kiss kissing LABO life Love Love sms lover mama manz manzil marne marriage Married masjid Masoom Maut Meer miss you mohsin Momin mother moti mountain Mout muhabbat mulakat mustafa kamal naam naraz Naseeb nawaz New year sms november pagal pareshan pepsi phatan picture poetry princess pyar quotes ramzan result rishty romantic safar sahil samandar sanam santa SAWAL school sehri shadi shadow sharab shayari shia shohar socretes songs Story tabinda tabo taxi tear teri dosti Thanks trust umeed urdu uses ustad view wada wafa wapda waqat wife winter without you ya allah ye watan Your heart was frozen zardari
Existing Users Login
User ID
Password
 
 
Join Now / Forgot Password

also you can..
Login with Facebook