Search SMS
e.g. faraz, sardar, etc.

Search Results for 'safar'

Sad Poetry

is raat ki tanhaiyo k sb rang badal gye hain, chand nikla hai waise hi andhere badal gye hain, jin k bharosey thi khushiyan vo loog badal gye hain, manzelein tu ab bhi vohi hai kuch rasety badal gye hain, jis pey kya tha bharosa hum ne vo dost bichar gya hai, dekhey thay jo kbhi hum ne vo khwab badal gye hain, jo baney thay kabhi humsafar aj wo he mukar gye hain, is totey hoye dil k sarey jazbat badl gye hain, na badley kabhi HUm na badley kabhi humhare khyalat BUS rona hai yahi KUCH LOOG BADAL GYE HAIn

508 chars (4 sms)


Poetry

Kata Hai Haj Kaa’abe Ka Safar Bhi
Surror-O-Kaif Ke Saagher Luundhaate

Yaheen Gaari Mai Huuqqa Mil Gaya Tha
Karachi Tak Gaye Hain Kash Lagaate

148 chars (1 sms)


Poetry

Ulfat Me Kabhi Yeh Haal Hota Hai
Aankhe Hasti Hain Aur Dil Rota Hai
Maante Hain Jinhe Hum Manjil Apni
Humsafar Uska Koi Aur Hota Hai!

139 chars (1 sms)


Poetry

Terey Chehrey K Naqoosh Aisey Hain
Aankh Uthata Hoon! Bhatak Jata Hon
Teri Aankhon Se Terey Honton Tak
Safar Itna Hai Keh Thak Jata Hoon

142 chars (1 sms)


Sheela ki jawani

Pathn Mayyat k sth bus me ja rha tha to Logo ne usko bohot mara? Q?? Q.K Pathn Nay Awaz Lagadi O koocha SHELA KI JAWNI Lagado.Safar Acha guzry ga

149 chars (1 sms)


Na who farishta ho na farishtey jaisa ho

Na who farishta ho na farishtey jaisa ho Mujhey talash hai uski jo merey jaisa ho Merey khulus ko pehchanta ho bus kafi hai Who koi bhi ho, kahin bhi ho, kesa bhi ho Meri khatir marney ka hosla bhi rkhta ho Agar kabhi rooth jaoon mein us sey to Muskra key manayee, woh aisa ho Jo baat karey to woh nibha bhi sakey Iradon mein woh apney chatanon jaisa ho Dukhon mein hansney ka hunar janta ho Ik aisa hamsafar jo samandar kitarah gahrah ho Us key pyaar ki thandak ho merey liye aisi Key woh to bilkul aasman key chand jaisa ho Woh sirf mera ho, jo nigahon mein haya rakhta ho Umar bhar saath chalney ka azam-e-wafa rakhta ho Jo khwab deney ko qadir ho meri aankhon ko Meri mohabbat ko pehchan sakay woh aisa ho

720 chars (5 sms)


Zindgi Inhi Namo Me

Zindgi Inhi Namo Me Se Ek He.

A
Aitbar

B
Bharosa

C
Chaht

D
Dosti

E
Enayat

F
Fesla

G
Gham

H
Hamsafar

I
Intizar

J
Justuju

K
Khayal

L
Lamha

M
Mohabot

N
Narazgi

O
Omed

P
Pyar

Q
Qismat

R
Rishty

S
Samjota

T
Tamana

U
Udasi

V
Virasat
W
Wada

X
Xcuses

Y
Yaden

Z
Zindagi

Kesi Lagi Zindgi

382 chars (3 sms)


Hamari Dosti Aysi ho

Hamari Dosti Aysi ho

k Tum

Har Raah

Har Nagar

Har Safar

Main milo

.
.
.
.
.
Agar mai mar bhi jaoon tu....

Aglay he Din Barabar wali Qabar mai millo

173 chars (2 sms)


ye safar dosti ka

ye safar dosti ka kabhi khatam na hoga. doston se pyar kabhi kum na hoga, door reh kar b agar ate rahe SMS ap k, humain kabhi bicharne ka gham na hoga

151 chars (1 sms)


Mera lafz lafz Duaa

Mera lafz lafz Duaa Duaa
Mere Aanso''on se dhula hua
Tujhey Zindagi ki wo Seher miley
Tujey Aaino ka Safar miley
Tujhey Gird-e-Ghum kabi chhoo na sake
Mere Dil mai hi tuu chupi rahey
Mere Aashna mere Hum-Nasheen
Yeh Duaa hai koyee Gila nahi
Tujhey Zindagi mai wo sukoon miley
Jo mujhe kabi mila nahi

308 chars (2 sms)


DIL HAI K MUSALSAL

DIL HAI K MUSALSAL YEH DUA MANG RAHA HAI
PHIR SAY SAFAR E KERB-O-BALA MANG RAHA HAI
SHABEER a.s K MAQTAL SAY ABHI TAK SAR-E-MOMIN
SAJDON K LIYAY KHAK-E-SHIFA MANG RAHA HAI

175 chars (2 sms)


Ye Aitbaar Meri

Ye Aitbaar Meri Zindagi Ka Haasil Hai
Ibaadaton Ke Safar Ki Hussain Manzil Hai
Namaz Main Bhi Tasavvur Hussain Ka Rakho
Ya Ye Kaho Ke Nabhi Ki Namaz Baatil Hai

163 chars (2 sms)


Abhi Ye Na Pooc

Abhi Ye Na Pooch K Manzil Kahan Hai

Abhi Tou Bas Safar Ka Irada Kia Hai

Na Hoarunga Main Hosla Zindagi Bhar

Ye Kisi Se Nahi Khud Se Wada Kia Hai

154 chars (1 sms)


Alphabet

Alphabet

Hansa: Praful Alphabet Matlab

Praful: Alphabet Hansa,

Local Train Mein Safar Karte Hoye Maasi Jaise Hi Koi

Seat Khali Dekhti Hai To Wo Apni Beti Alpha Se Kya Kehti Hai?

Hansa: Alpha Beth Seat Pe,Alpha Beth,


Acha Toh Yeh Alphabet

257 chars (2 sms)


Ussy Apne Rishtoon

Ussy Apne Rishtoon Ki Fikr Thi..Wo Jo Mera Waqif-e-haal
Tha..Wo Jo Uss Ki Subhe-e-urooj Thi..
Wohi Mera Waqt-e-zawal tha.. Meri Baat Kaise wo Manta,
Mera Dard Wo kaise jante,Wo tu khud Fana k Safar pe the..
Ussy Rokna Bhi Mahaal tha.. Kahan Jaoge Mujhe Choor kar,
Mein ye Poch poch kar Thak gaya,Wo jawab mujhe Na de Saka,
Wo tu Khud Sarapa Sawal the..Wo MILA jo Sadiyoon Ke Baad Bhi.
Mere Labb pe Koi GILA na Tha,Ussy Meri chup ne Rula Diya,
Jissy Guftagu pe Kamal Tha.....

483 chars (4 sms)


Existing Users Login
User ID
Password
 
 
Join Now / Forgot Password

also you can..
Login with Facebook