Jungle ki baat hai
Jungle ki baat hai ek cheeta Cigar ka kash lagane hi wala tha ki achanak ek chuha
wahan aaya aur bola.
Mere Dost Chod Do Nasha, Aao Mere Sath Bhaago, Dekho Yeh Jungle Kitna
Haseen Hai, Aao Mere Saath Ek Nayi Duniya Dekho
Cheetay ne ek socha aur phir choohe ke sath daudhne laga.
Aage ek haathi afeem pi raha tha, chooha phir bola.
Mere Dost Chod Do Nasha, Aao Mere Sath Bhaago, Dekho Yeh Jungle Kitna
Haseen Hai, Aao Mere Saath Ek Nayi Duniya Dekho
Haathi bhi sath dorne laga.
Agay sher vodka ka peg bana raha tha, choohe ne usay bhi wohi kaha.
Sher ne glass side mein rakha aur choohe ko 7-8 thappad maarey.
Haathi bola, Arey ye to tumhe zindagi ki taraf le ja raha ha, kyon
maar rahay ho is bechare ko ?
Sher bola, Yeh Kameena pichli baar bhi cocaine pi kar mujhe 3 ghante
jungle mai ghumata raha
by Pak101.com (few years ago!) / 1020 views
Similar Jokes
1 Pathan Namaz parh raha tha
.
To dosra usky bare mai kesi ko bata raha tha ke yai boht Namazi owr naik banda hai.
.
Pathan Namaz thor kar bola:
Es ko bolo ke "hum ne Haj bhi kia hai"
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Santa: Tumhe pata hai Mere papa ek ungli se 8logo Ko Utha sakte hai
Banta:wow! Wo kaise?
santa: Qki Mere papa Lift Operator hai.
by Pak101.com (few years ago!)
HINDU ja raha tha Pathan say takar ho gy
HINDU: Me shama chahata hun
Pathan: Shama ko hum bhi chahta hai lekin Uska baap nahi manta. :(
by Pak101.com (few years ago!)
Ultimate beizzati : Garmi main bus stop pe 20 log bus ka
intazaar kar rahe the.
Ek bhikhari aaya sabse ek ek rupye
lekar auto main baithkar chala gaya.
by khalid hussain (few years ago!)
Doctor ne marez se kaha.main ek mahn se 50 rope ki rozana dawa kha raha hun lekin muje koi fayda nazar nahi aa raha.
doctor .....acha to main ap ko kal se& 40 rope ki dawai dun ga.jis se ap ko roz ka 10 rope ka fayda& nazar aye ga.
by Pak101.com (few years ago!)
Aik aurat dosri se:me ne bartan dhone k lye sare saban aur har kisam ki sarf istamal kia hai magr ju sub se behter hai wo hai
.
.
.
.
.
.
.shohar.
by Sabir shah (few years ago!)
Santa-Sir aap apni patni ko party me kyun nhi le jate?
Boss-Bcoz vo gaon ki hai.
Santa-sorry,sir mujhe laga k vo sirf aapki hai..
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Bat ko mzak me ni lena..
Jab se nayaa saal shuru hua hai tab se ap keh rahay ho k
Ye 2 Hazaar Tera Hai.
(2013)
To Plz mere 2 Hazaar mujhe day kar kahaani khatam karo.
Eid Ki Shoping Karni Hai…!!
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Ek phatan ne spni qaza namaz ada kerne ka socha
Namaz se pehle onchi awaz main niat ki
2 rakat namaz fajar qaza, 2 November 1985, Allah o Akbar
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Santa: Shirt Ka Kapda Dikhao
Salesman: Plane Main Dikhav??
Santa: Nahi Helicopter Main Dikha
Saale Bander Ki Aulad Sardar Dekha Nahi Ke Mazak Chalu
by Pak101.com (few years ago!)