Ek Chhota Bachha Dukandaar Se

Ek Chhota Bachha Dukandaar Se Bolta Hai.

Bachha: “Uncle Dettol Soap Hai Kya?”

Dukandaar (Naak Se Ungli Nikalte Hue) Bola: “Haan Beta, Hai Naa”
Bachha: “To Phir Haath Dhoke Ek Creamroll De Do“

by Pak101.com (few years ago!) / 1048 views
(Not Rated Yet)
 

Similar Jokes

Tum pass nhi hue

Pita Tum Pass Nahi Hue Ho Tumhara Naam Paper
Me Nahi Hai
Beta Sabhi Panne Bhare Hue Hain,
Ab Mera Naam Kahan Likhte.?

by Tanveer Hussain (few years ago!)
Camera Man Studio Mei

“Aj Ky Bachay”
Camera Man Studio Mei Chotay Bachay Se:
Meri Traf Deko Beta Es Camere Se Kabootar Niklega

Bacha:
Focus Adjust Kar Beta Jahalat Ki Batain Na Kar

by Pak101.com (few years ago!)
Avcting bhi kerti hai

Nanhi bachi- “Dadiji, kya aap acting bhi karti hai?”
Dadi- “Nahi to, lekin kyo?”
Bachi- “Subah maa pitaji se kah rahi thi ki yadi
aap yaha rahi to drama to jaroor hoga”

by Tanveer Hussain (few years ago!)
Ek Khubsurat Teachr ne 3 Bcho ko Thapr Mara

Ek Khubsurat Teachr ne 3 Bcho ko Thapr Mara

Punjabi Bacha: Sori Mam

Pathan Bacha: Hamara Kia Glti Hai Mam
...

Multani : Aaaaahhh!Maza Agya..:-):-P

by hearthackervsgirls (few years ago!)
Baiti ko kesi se pyar hogia hai

Wife: Mairy khayal mai hamari baiti ko kesi se pyar hogia hai
Husband: Tumhe kaisy pata chala?
.
Wife: Kionky wo kuch dino se Easy Load ke lie paisy nahi mang rahi

by Pak101.com (few years ago!)
Miss kia ap murghi hain?

Student. Miss kia ap murghi hain?

Miss. Kia bakwas hy main tumhy murghi nazar ati hu.

Student. To miss phr aap mairy hr test main anda q deti hain .

by Mazhar Khan (few years ago!)
Shapoo ke sath gift

Sardar: Oye Meray Shampoo K Sath Wala Free Gift
De!!
Shopkeeper:
Sardar G Uske Sath Ko Igift Nahi Hai
Sardar:
Bakwas Na Kar Shampoo P Likha Hai DANDRUF
FREE

by Tanveer Hussain (few years ago!)
husband wife fight

Husband Wife ki larai ho rahi thi,
Unka chota bacha b waha Betha Ta
.
Husband:tu Kutti
.
Wife:tu Kutta
,
,
Bacha masumiat se bola
or me “TOMI”

by A. Sami (few years ago!)
SMS & Petrol

Santa: Yaar ab tu mujhe SMS kyu nhi krta?

Banta: Petrol mehnga ho gya hy.

Santa: Petrol & SMS?

Banta: Easy load karvane k lye ghar se 10 km
Dur bike pr jana prta hy.

by Pak101.com (few years ago!)
Delivery Report

kya Baat hai, Jab Dekho tab Pregnant Hi Rahate
Ho Yaar, Jab Bhi Message karta Hu,
Tumhare Delivery Report Aa Jati Hai.

by Tanveer Hussain (few years ago!)
  • Page 1 of 1
  • 1

Most Viewed Jokes

1 ladka ladki ka picha kr ra..

1 ladka ladki ka picha kr ra..

Dhokha Nahin De Sakte

Boy and girl of class 2

Bania’s son

Wife: khane main kya banau?

Pathan is fasting after a lo..

Ik raat light chali gayi.

MERI ROTI NAHI PAKANA!

Girl's Wish For Life Partner

Existing Users Login
User ID
Password
 
 
Join Now / Forgot Password

also you can..
Login with Facebook