Flight ka Pilot
Flight ka Pilot !!
.
.
Announcement k baad MIC OFF karna bhool gaya
.
.
.
.
Pilot apne co-pilot se bola:"Main pehle coffee piyunga phir airhostess ko kiss karunga" :)
.
.
.
Ye sun k Airhostess MIC OFF karne bhaagi
.
.
.
.
Aur Phisal kar gir padi..
.
.
.
.
Paas betha buzurg ye dekh ke bola:"Beti, araam se jao..
.
.
.
.
Pehle wo coffee piyega...:p :O :D :D
jo samjh gye wo thoko Likes..:p
by Pak101.com (few years ago!) / 1038 views
Similar Jokes
Girl:Dad, wo samne walon ka larka
mujhey bohat tang krta hai
Dad:Main abhi usey police
k hawaley krwata hoon
ta k usey sakht saza miley
Girl:Oh no Dad,
Main usey is se bhi sakht or mustakil
saza dena chahti hoon
Dad:Kiya matlab
Girl:Dad aap meri us se shadi kar dein
Dad:Waah beti waah,
intqaam leney mein bilkul apni maa pe gayi ho..:-)
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Ek chor 1 crore rupies aur bahut
gold chori karke bhag raha tha,
.
Ek gunge,
bahre insan ke ghar ghus gaya,
Maal udhar rakh kar bola"Kalaa ke
le jaoonga"
.
.
Dusre din gaya,
Maal vahan nahin tha,
Puchha to gunga aise ishare karta
mano wo kuch nahin janta..
.
Chor apne ek aise dost ko le aaya jo
gungo ki bhasha janta tha..
.
Chor Bola"isko puchh maal kahan
hai bata de nahin to shoot kar
dunga.."
.
Gunga darr gaya aur apni bhasha
mein bola,
.
"Ghar ke pichhe jo tree hai uske
niche..
"Chor ko kuch samjah nahi aaya..
Usne Dost se puchha"Kya bolta
hai ??
.
Dost:" Bolta hai goli marde,
Main nahin bataunga..:p :D :O :D
Jisko Samajh Me Aaya Bas LiKE Thoko... Baaki dubara padho
by Pak101.com (few years ago!)
Husband: Honey, I invited a friend home for dinner.
Wife: What? Are you crazy? The house is a mess, all the dishes are dirty, and I can't cook meal.
Funny Husband: I know all that.
Wife: Then why did you invite the friend?
Funny Husband: Because the poor fool is thinking about getting married.
by Pak101.com (few years ago!)
One Day A Boy Sat With One Girl, Next Day With Another Girl, Third Day With Another Girl, We Can Learn A Moral From This, Girls Changes, Boy Will Not.
by Pak101.com (few years ago!)
Pathan: Raat Ko 1 Admi Ne Chaku Dekha Kar Loot Lia,
.
.
Dost: Lekin Tumhare Pas Tu Hamaisha Pistol Hoti Hai Na,
.
.
.
Pathan: Wo Main Ne Chupa Di Warna Wo Bhi Le Jata….
by Mohammad Ali (few years ago!)
Police: Park Me Romance Karte Ho, Bacho pe kya Asar Parega?
Aadmi: Hum dono Married Hain
Police: To Ghar Me Karo
Aadmi: Tab Iske Husband Par Kya Asar Parega?
by Pak101.com (few years ago!)
Sardar ne masjid se jooti chori ki or pakrra geya Molvi: inne jutti chukki ae.. Edi Tind’ karo.
Sardar : Aa ik jutti waapas le lo, te Foji cutting kr deo.:
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Husband- Ek writer ne likha hai ki
"Pati ko bhi ghar ke maamlo mein bolne ka haq hona chaahiye.."
Wife-Woh bechara bhi dekho likh hi paya,Bol Nahi Saka...
by Pak101.com (few years ago!)
Faqeer:
Baji bhooka hoon, Allah k naam thora sa khana
dedo.
Baji: Khana abi nai paka.
Faqeer:Baji number likh lo jab pak jay to misscall
de dena,
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Pathan Ne Kafan Ki Shop Kholi.
Logon Ne Usay Bohat Mara Qyun?
Qyun K Us Ne Shop Par Likha Hua Tha
Bara Kafan Leny Par Bachay Ka Kafan FREEEE…….
by hearthackervsgirls (few years ago!)