Kanjoos baap k bete ne
Kanjoos baap k bete ne
kha:"Papa meri GF pregnant ho gayi hai. 50,000 mang rahi hai, CHUP rehne ke"
.
Kanjoos ne khamoshi se paise
de diye. 2 mahine baad dusra beta bola:"Meri GF pregnant hai
75,000 mang rahi hai.
.
Kanjoos ne khamoshi se de
diye. 6 mahine baad Kanjoos ki
kuwari beti boli: "Daddy, I am
pregnant!"
.
Kanjoos ne usko gale se
Lagaya Aurkaha: "Shabaash beti, Ab paise leneki baari hamari hai"..:p
by Pak101.com (few years ago!) / 865 views
Similar Jokes
Sara: Kya Aapko Pata hai?
Books Saamne Rakh k Bhi na Parhne Wali Beemari Ka kya Naam hai?
Chaudhary: Aahoo!!! Begherati
by Pak101.com (few years ago!)
Girl:meri maan ko tum bahut pasnd ho.
Larka:sharmate howe
kuch bi ho jae hum shadi tum se kare ga
maan ko kaho mujhe bool jae.
by Sabir shah (few years ago!)
Ek baar santa ko nakli bidi pite dekh banta bola:
Yaar, bidi se dhua kyun nahi nikal raha?
Santa: Are bewkuf, dhua kaha se aayega, ye CNG
bidi hai.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
1 Admi Ne Zoo Me 3 Zabanain Bolne Wala Tota Dekha Jo
English, Urdu Or Memoni Bolta Tha.
Usne 3 Zabane Check Karne K Liye Ussy Pucha:
Who R U?
Tota: I’m Parrot
Admi: Tum Kon H0?
T0ta: Me T0ta Hun
Admi: Tu Keair Aye?
Tota: To Jo Pe..
Hakhrey Dafa Chui Deenun Toto Yaan, Samajh Me Naiy Achni…:-)
by Pak101.com (few years ago!)
1 Pathan Cinema mai Film dekh raha tha.
.
Film mai 1 Shair dowarty howe araha tha.
.
Pathan ne dekha tu dar gia, owr apni chadir kandhy pa dal kar bhaagny laga
Logo ne kaha: Khan Sahib mat daro, yai tu film hai
.
Pathan: Wo tu mujh ko bhi pata hai ke yai film hai, lekin wo tu janwar hai, usko kia pata
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Full form of Girl
.
.
G :Gappo mai sab se agey
..
I : Innocent sirf shakal se
..
R : Rone ki automatic
machine
.
.
L : Ladai me sab ki maa..:P:P true
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Bhikhari ne Awaaz
lagayi- Babu ji roti
milegi??.
-
-
Andar se awaz aai -Biwi
ghar par nahi hai..
-
-
-
Bhikhari- Chumma nahi
maanga saale, Roti to tu bhi de sakta hai…:
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
BOSS:15 din ki chuti q chahiye?
pathan:cousin ki shadi he.
boss:cousin ki shadi me15 din chuti
q?
pathan:cousin ki shadi mujse ho rahi
he . .
by Aurangzeb Khan Tunio (few years ago!)
1 Molvi dua mang raha tha
kash shahadt ki moat mil jaye
Pathan:ye nhi ho skta.
Molvi:wo Q?
Pathan:Jahad pe to tu ne jana nhi or halwe may ksi ne bomb rkhna nhi
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Jail Mai Sardar Ka Dost Us Se Milne Ata Hai,
Or Us Puchta Hai
Tum Se Aisi Kya Galti Ho Gai
Ke Tum Jail Me Ho Sardar:
Main Ne Bank Luta……………
……………………………………….
Lekin Paise Wahi Ginne Beth Gya.
by hearthackervsgirls (few years ago!)