Evolution of man
Without shaadi Spiderman
Shaadi ke din superman
Shaadi ke baad Gentleman
Aur
B.V khobsurat ho toh saari umar watchman..
by haleema sadia (few years ago!) / 802 views
Similar Jokes
Aap Pagal Ho
Ap”P.A.G.A.L” ho . . . . Ghussa nahi krna mere pas proof hai k ap P.A.G.A.L ho . . . . . . . P=pyare A=ache G=Great A=anmol L=lovley kaha tha na PAGAL ho
by Mazhar Khan (few years ago!)
Police: Kuch der me aapko phansi di jayegi ap ki aakhri khwaish kya hai?
Funny Yoga Guru: Plz muje Yoga position me fansi lagan. Sar Niche aur feet upar karke phansi dena.
by Pak101.com (few years ago!)
Pathan: Tumhara Pen me Ink nahi hai kia?
Girl: andhe ho kia?Chal to rAha hai,,
Pathan: Acha to Phir apna number likh k dikhao,<(',')/' />
O teri kher_/ / bchi sy nmbr leny ka nia treqa.
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Teacher : Saach aur Veham main kiya farak hai?
Boy : Aap hum ko padha rahi hain ye SAACH hai. Aur hum padh rahe hain ye aap ka VEHAM hai.
by Abdul Hannan (few years ago!)
Pahli ladki:- maine faisla kiya hai jab tak main 25 saal ki nahin ho jaati main shaadi nahin karungi.
Doosri ladki:-aur maine faisla kiya hai jab tak main shaadi nahin kar leti 25 ki nahin houngi.
by Pak101.com (few years ago!)
Mere Ghar Ki Chhat Par
Aagaye Hain Badal,
Wah wah wah..
Mere Ghar Ki Chhat Par
Aagaye Hain Badal,
.
.
.
Ye Message Faltoo Hai, Mat Parho Pagal!=P:)
by Abdul Sami (few years ago!)
Sardar: Ye Bacha Tmara Kia Lagta Hy?
Pathan: Ye Hmara Dooor Ka Sagga Bhai Hy
Srdar: Dooor Ka.Saga Bhai? Me Samja Nai
Pathan:Is K Or Mere Drmiyan
13 Behen Bhai Hain
by Mohammad Ali (few years ago!)
wife was beating a husband. neighbours asked-why r u beating? wife-when i called him one girl recived the phone & said the person u r trying to reach is currently busy
by Mohammad Ali (few years ago!)
L.I.C Wale Bhi Kya Gazab Scheme Banate Hai
L.I.C Wale Bhi Kya Gazab Scheme Banate Hai
Logo Ki Biwion Ko Paas Bitha Kar Pati Ke Marne Ke Faide Batate Hai.
by Pak101.com (few years ago!)
ik Bhakt Ashram me ja ke Swami Ji se bola: Swami Ji, mera Puja e mann nai lagta! kya karu?
Funny Swami Ji: Us Puja ko mere pass bhej do, shayad mera man lag jae.
by Pak101.com (few years ago!)