Santa Zebra Crossing Ke Black
Santa Zebra Crossing Ke Black & White Lines Par Baar-Baar Idhar-Udhar Chal Raha Tha,
Aur Soch Raha Tha Ki
Sala Ye Piano Bajta Kyo Nahi.
by Pak101.com (few years ago!) / 812 views
Similar Jokes
Pappu Ki Girl-Friend Ne Usko Dikhane Ke Liye Date Pe Short Kapde Pahne Aur Puchha.
Ladki: “Main Young Lag Rahi Hun Na?”
Pappu Muskurate Hue: “Arey Pagli Ye Bhi Utar De, Bilkul New Born Baby Lagegi“
by Pak101.com (few years ago!)
Ik aadmi ki 6 fingers thi.
Log usko Santa kehte the...
batao kyon?
..
..
..
..
..
..
..
..
..
..
..
..
..
..
..
..
..
..
..
..
..
..
..
Kyonki uska naam Santa tha.
by Pak101.com (few years ago!)
Santa :Yaar Uth Bhukamp Aa Raha Hai Saara Ghar Hil Raha Hai
Banta :
Soja-Soja Ghar Girega
To Makaan Maalik Ka
Hum To Kirayedar Hain.
by Pak101.com (few years ago!)
Wife: TumNe Shaadi Se Pehle Kyun Nahi Bataya Ki Tumhari 2 Biwiya aur
Hain?
Husband: Bataya To Tha Ki Main Tumhe
'Mallika' Aur 'Shehzadi' Ki Tarah
Rakhunga..
by Pak101.com (few years ago!)
Ek Molvi Bus Main Ja Raha Tha
Samney Bethi Ek Aurat
Apny Bety Ko Bar Bar Ye Hi Bol Rahi Thi:
Beta Jaldi Se Ye Halwa Kha Lo
Warna Main Is Uncle Ko De Doon Gi
Jab Us Aurat N 4th Bar
Ye Hi Alfaaz Boly To Molvi Ghusse Se Bola:
O Baji Gi Jaldi Faisla Karo,
Halway K Chakkar Main
4 Stop Agey Aa Gaya Hoon
by Pak101.com (few years ago!)
Sardar : You Cheated Me
Shopkeeper: How ?
Sardar : You Said This Is American Made Radio But When I Put It ON
It Says All India Radio
by Mohammad Ali (few years ago!)
Santa:Y do u prefer prepaid connection over postpaid?
Banta:Prepaid me bahut fayda hai,
isme call k baad bill badhne ki bajaye kam hota hai... ;-)
by Pak101.com (few years ago!)
LADY 2 BHIKHARI-
MAINE TUMHE KAHI DEKHA H?
BHIKHARI-KYA MADAM! KAL HI TO fb PE CHATTING KI THI OR AAPNE MERI PHOTO PE COMMENT DIA THA
LOOKIN SO SWEET.
by Pak101.com (few years ago!)
Me: "Dad I want to go to a 50 cent concert."
Dad: "Here is one dollar, take your sister to.
by Muhammad Zeeshan (few years ago!)
Tajmahal ko dekh ke bola Shahajahan ka pota,
.
.
.
Aaj hamara bhi bank balance hota
.
.
.
.
.
agar Daddu aashiq na hota..
by Pak101.com (few years ago!)