Ik aadmi ki 6 fingers thi
Ik aadmi ki 6 fingers thi.
Log usko Santa kehte the...
batao kyon?
..
..
..
..
..
..
..
..
..
..
..
..
..
..
..
..
..
..
..
..
..
..
..
Kyonki uska naam Santa tha.
by Pak101.com (few years ago!) / 995 views
Similar Jokes
Kashmir Day J0ke Sms
Kashmir Ke Vadiy0n Me
Barfele Hawa0 Me
Jhel KAY Kinare Baithe Laila Ne Majnu Sey Kya Kaha
Her0 Mat Ban
Sweter Pahen ley.
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Pathan ki 2 Beveyan Lar pari..Aik boli k Aaj sunday Hay.or 2sari boli ni .Aaj Mondy Hay.
PATHAN Tang Aa k Bola
hum kya Pagal Hun. Jo Juma parh k Aya Hun?
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Sardar ki mah ki death ho gai,
ek saal bad sardar ka baap America sa wapis aya,
us na poucha teri mah kahan ha,
sardar bola wo to pichlay saal hi mar gai thi,
sardar ka bap ronay lga or bola
kuttay,kaminay to tu na mujhay btaya q nhi,
sardar bola,
Me na socha surprise don ga
by Pak101.com (few years ago!)
Zindagi mei kabhi haar na mano
zindagi mein
itna agay baro
itna agay baro
itna agay baro
k agay wala tang aa k kahe
“tu lang ja sadi khair aey.
by haleema sadia (few years ago!)
Ek sarder ne air-hostess se kaha, “Aapki shakal meri biwi
se bahut milti hai”.
Air-hostess ne ye sunte hi zordaar thappad uske muh pe mara…
Sardar foran bola : “Aadat bhi bahut milti hai”
by Pak101.com (few years ago!)
Teacher: Bholu Kal absent kyo they…
Bholu: Teacher Kal Gir gaya tha or lag gayi thi
Teacher: Kanah gire they or kahan lagi
Bholu: Bed Pe gira or Annkh Lag gayi….
by Pak101.com (few years ago!)
nepali-ye sham singh ka mobile kaha milega?santa-pta nahi nepali-itni bari company hai or apko pta ni santa ko baad me pta laga wo samsung keh raha tha....
by Pak101.com (few years ago!)
Snta- Dr. mujhe aisa Lagta he ki mere kaan me koi gunguna raha he..
Dr- Tumhe aisa kab lagta he..?
Santa- Jab mai kaan me walkman sunta hu...
by Pak101.com (few years ago!)
Boy: Suit to bohot acha pehna hai.
Girl: thanks
Boy: Lipstick bhi achi hai.
Girl: thanks
Boy: Makeup bhi bohot acha hai.
Girl: thanks
Boy: Lekin achi phir bhi nahi lag rahi ho.
by Mazhar Khan (few years ago!)
Tech: jab bijli chamkti ha
to hum ko roshni pehly aor
awaz bad me Q ati ha?
Sardar: Kyonki hamari aankhen aagey hai aur kaan piche......
by hearthackervsgirls (few years ago!)