Santa ki shaadi ke 3 mahine
Santa ki shaadi ke 3 mahine baad hi beta ho gaya.
Santa: Ye 3 mahine mein bacha kaise ho gaya?
Biwi: Aapki shadi ko kitna time hua hai?
Santa: 3 mahine.
Biwi: Aur meri shadi ko?
Santa: 3 mahine.
Biwi: Aur bachcha kitne time baad hua?
Santa: 3 mahine baad.
Biwi: Total kitne mahine ho gaye?
Santa: Ohh teri vakai, 9 mahine ho gaye!
time ka pata hi nahi laga? :D
by Pak101.com (few years ago!) / 980 views
Similar Jokes
santa CIGRATE P raha tha
Lady-tmhare Maa-Baap ko pata he tm cigrate pite ho?
snta-Kya Apke H usband ko PATA H Aap AJNABI Se baat krti ho
by Pak101.com (few years ago!)
Ladka to bhagwan:-bhagwan
mere ghar se canada tak road bana do.
Bhagwan - yeh to kabhi nahi ho skta.
Ladka:-fir mujhe 1 aisi ladki se
mila do jo sirf mujhe hi pyar kare.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
Bhagwan:- beta road"single"banwani hai
ya"double" :
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Husband : Jab mein aache clothes pehenkar bazaar jata hu to sabziwale
sabzi mehngi dete hai. Jab gande kapde pehenkar jata hu to saste.
Wife : Tum katora lekar jaya karo na, free me hi sabzi mil jayegi!
by Pak101.com (few years ago!)
Texi Wala : Sir Sorry
Mai Meter Chalu Karna Bhul Gaya Tha Ab Kitna
Bhada Lu?
Santa : Oyye Praji
Koi Gal Nhi Mei B Apna Batva Bhul Gaya Hu!
by Tanveer Hussain (few years ago!)
WHY STUDENT FAIL
Sundays-52 in a year,Days left 313
Summer holidays 50,Days left 263
8 hrs daily sleep-130 days GONe, Days left 141
1 hr daily playing means 15 days,Days left 126
2 hrs daily for eating means 30 days.Days left 96,
1 hr talking means 15 days.,Days left 81
Exams days 35 days,Days left 46
Eid & Gov holidays 20, Days left 26
Movies,TV at least 25 days,Days left 1
That 1 day is your BIRTHDAY.
Hun banda SALGIRHA waly din bhi parhy?
by Abdul Hannan (few years ago!)
Wife: Agar main mar jaun to tum kya karoge?
Husband: Shayad main mar jaunga.
Wife: Kyon?
Husband: Kabhi kabhi zyada kushi janleva hoti hai.
by Pak101.com (few years ago!)
Ustaad:”shaigrd se, sab bachon ne dhood par 2 safon ka mazmon likha hay Or tum ne 2 satron ka……kune? Shagird “janab main ne khalis dhood parmazmon likha hay
by Abdul Basit (few years ago!)
SANTA comes to school with 1 black and 1 white shoe.
Teacher – Go home and change.
SANTA- sir, ghar me bhi ek black aur white hi hai
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Itne dino baad aaj books kholi to 1 raaz khula.
.
.
.
.
... .
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
Ye ni aata
Ye ni aata
Ye ni aata..
Oh teri!!!! ye b ni aata..! :-D
by Pak101.com (few years ago!)
10 Doctor aur 1 teacher helicopter
ki rassi se latke the.
.
Pailot ne kaha, vajan jyada hai koi 1 Aadmi rasi chood de
.
.
Teacher bola ye kurbani main
dunga. TALIYAN bajaiye
.
.
Aur sare Doctor taali bajane lage
aur Vajan kam ho gaya
Moral of the story :- chahe
Doctor ban jao par guru hamesa guru hihota hai.
by Pak101.com (few years ago!)