Son: "Sir ne mujhe maara
Son: "Sir ne mujhe maara :("
DAD: "Kion?"
Son: "Sir ne poocha 2 x 3 = ?
Main ny kaha 6
Phir unhon ny poocha
3 x 2 = ? "
DAD: "Abbay ullu k pathay ek he to baat hai"
Son: "Main ny b theek esa he kaha tha":D
by Pak101.com (few years ago!) / 953 views
Similar Jokes
aik foji train main ja raha tha aur aik police wala samnay baitha tha
police walay nay poocha kay chuti pay ja rahay ho to foji nay kaha haan meri bivi ko bacha hua hai
police walay nay kaha kay kitnay arsay bahad ja rahay ho
foji bola 2 saal bahab
police wala phir to bacha haram ka hua
foji haan main bhee to usko police main bharti kara doon ga
by Abdul Sami (few years ago!)
1 charsi Bhang bana raha tha.
1 admi bola:
Yaar, dunya chaand pr pohnch gai or tum yahan bhang bana rahay ho.
Charsi:
Mei b ye pee k bas nikalney he wala hun.
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Boy: Papa mjhe Nokrani se pyar hy Mei us se shadi kronga.
Major Rohail: Nokarani ko rani banane ka na socho.
Boy: Kyu?
Major Rohail: Yehi galti mei ne b ke thi beta.
by Pak101.com (few years ago!)
Santa: Sharab pite pite rone laga
Banta: Kya hua kyo ro rahe ho?
Santa: Yaar ki kara jis ladki ko bhulane k liye pi
raha tha,uska naam yaad nhi aa raha hai
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Teacher: What is the difference between
Landline and Mobile Phone..?
Sardar: On landline we dial number with our finger
while on mobile we dial number with our thumb.
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Professor -Akal badi ki bhais?
Munna bhai -Bole toh pehlay date of birth bata mamu.
by Pak101.com (few years ago!)
Ek aadmi bhagwaan se bola,
india se America tak pakki sadak banwa dijiye.
Bhagwan bole: bahot mushkil hai kuch aur maang lo.
Aadmi bola: To phir aap meri biwi ko Bahot samajhdaar aur aagyakari bana dijiye.
Bhagwan bole, sadak single banana hai ya double.
by Pak101.com (few years ago!)
Ek Gujrati Kisaan Ghayal Halat Me
Dr K Pas Pahuncha
To Dr bola- What Happen?
Kisan- Cow's Husband Very Tagda,
Maaring Singda, In My Taangda,
So I M Langda…
by Pak101.com (few years ago!)
Ek Aurat Ko Gane Ka Bahut Shonk Hota Hai. Ek Din Wo Apne Pati Se Puchhti Hai.
Patni: “Jab Main Gana Gaati Hoon To Aap Bahar Kyun Chale Jate Hai?”
Pati: “Taki Baahar Wale Ye Na Samjhe Ki Main Tumhara Gala Daba Raha Hoon“
by Pak101.com (few years ago!)
Facebook : hahaha i wont let u study x-D
.
.
.
Me : Plz dont do this to me..i beg u..
... .
.
.
.
Facebook : ok then log out and study..!
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
Me : yaar tu to bura maan gya... achha chal u win... show me whats new?
by Pak101.com (few years ago!)