Pathan
Pathan galti se samunder me gir gaya.... Doobte doobte uske hath me machli aayi....use pakad kar bahar pheka aur bola Ja tu toh apni jan
bacha le...;-)
by Abdul Basit (few years ago!) / 992 views
Similar Jokes
Doctor:Bache Ko Paani Dene Se Pehle Ubaal Dena
Chahiye,
Sardar:Woh To Thek Hai Par Ubaalne Se Bacha Mar
To Nhi Jaayega….
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Ladka :Tum Mere Sapno Mein, Khwabo Mein, jazbatoo'n Mein Rehti Ho...
.
.
.
.
.
.
Ladki: Bhai Tumko Kisi Ne Bewakoof Banaya Hai, Main to
Islamabad Mein Rehti Hoon..
by Pak101.com (few years ago!)
Ek baar ek ladka rastey mein chalte chalte ek gadhe ke samne gir gaya.
Tabhi ek ladki ne use chhedte hue kaha, Apne bade bhai ka aashirwaad le rahe ho kya?
Ladke ne palat kar jawab diya, Sahi farmaya bhabhi ji
by Pak101.com (few years ago!)
Lady call in firebregade: Hello meray ghr mein aag lg gae hai
Admi: pani dalo
Lady: dala tha aag nhi bhuji
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
Admi: fay mojaan kro asi keri pepsi sutni si :p
by Pak101.com (few years ago!)
Exam tha sar par aur bachon ne padhna chor diya...
Wah Wah..
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
Exam tha sar par aur bachon ne parna chor diya..
.
.
.
CID KA ACP tha toilet me..
Aur DAYA ne darwaza tod diya..:p :O :D
by Pak101.com (few years ago!)
GOLU-Yaar,Meri Ghadi(Watch) Kho Gayi
MOLU-Chalti Thi Kya..?
GOLU-Ha..Yaar Chalti Thi
MOLU-Tab to jarur chalkar kahi Gayi Hogi
by Pak101.com (few years ago!)
Pathan 1: Yaar soraj raat ko kion nahi nikalta?
.
Pathan 2: Kia pata nikalta ho, agar, etny andhairy mai kis ko dekhayi dega !!
by Mohammad Awais Rashid (few years ago!)
1 Pathan Namaz parh raha tha
.
To dosra usky bare mai kesi ko bata raha tha ke yai boht Namazi owr naik banda hai.
.
Pathan Namaz thor kar bola:
Es ko bolo ke "hum ne Haj bhi kia hai"
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Pessenger: Tumne Mere Jaib Me Hath Kyn Dala?
Pathan: Muje Machis Chahiye Thi
Pessenger: Tum Mujhse Mang Sakte The
Pathan: Hum Ajnabi Se Baat
Nahi Karta
by Pak101.com (few years ago!)
santa Banta se:
America main Hollywood hai.
India mai Bollywood hai.
England mai kya hai ?
Banta:
England mai Collingwood hai
by Pak101.com (few years ago!)