1 Road pr koi mar Gya tha
1 Road pr koi mar Gya tha.
Rush lagne ki waja se 1 sardar ko Dekhne Ka Moqa
Na Mila to
sardar bola
HAT JAO YE MERA BAAP He
lash larki ki thi
by Tanveer Hussain (few years ago!) / 2847 views
Similar Jokes
Teacher: Tumhare papa 500 rupees loan lete hai. 10% interest ke hisab se woh 1 saal baad loan vapis karte hai. Batao kitne paise vapis karenge?
Bania’s son: Kuch bhi nahi.
Teacher: Tum maths nahi jante.
Banis’s son: Main toh maths janta hoon, par aap mere papa ko nahi jante.
by khalid hussain (few years ago!)
Mumy ye schol kya hota H
Beta ye wo jagah he
jaha parent ko luta aur bacho ko pita jata he
by Pak101.com (few years ago!)
Santa: Ye bata aurten aadmi ke mukable jayada
kyun hoti hain?
banta: are yaar, unki biwiyan jo nahi hoti.
Santa kangaal ho gaya toh apni biwi se kaha-
bachhon ko apni nani ke yaha chod aao aur tum apni
maa ke pas chali jao aur mein aisa karta hu apne
sasural rahne chala jata hu.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Bacha:
Mene Hathi K Samne 12 Apple Rakhe
Usne 11 Khaye Aik Q Nhi Khaya?
Aadmi:
Hathi Ka Pait Bhr Gya Hoga.
Bacha:
Nhi
12wa Apple Plastic Ka Tha.
Acha Dubara Mene Hahti K Samne
12 Apple Rakhe To Us Ne Aik B Nhi Khaya Q?
Aadmi:
Saare
Apple Plastic K Honge.
Bacha:
Nhi Galat
Is Dafa Hathi Plastic Ka Tha.
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Pathan Ka Gadha Gum Ho Gaya,
Pathan Use Dhond'te HueEk Park Pohncha!!
Wahan Ek Larka Apni GirlfriendKi Aankhon Me Dekhte Hue KehRaha Tha...
Mujhe Tumhari Aankhon MeSari Dunya Nazar Arahi Hai.
Pathan Chillaya Or Bola,Bhai Dekhna Zara Mera GadhaNazar Arha Hai Kahin...:-)
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Boy: Papa main kal School nahi jaonga. Papa: Kyon Beta?
Boy: Aaj School main hamara Wazan(Weight) kya tha.
Papa: TO kya hua?
Boy: Aaj Wazan kya hai, Kal baich diya to?
by Pak101.com (few years ago!)
THIS IS A CLASSIC ::
Santa ne facebook pe apna account banaya
aur apni WALL pe likha :
“Yaha thukna mana hai”
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Ek samay do bahut milne wale dost rahte thay. Lekin ek din ek dost ki maut ho gayi aur police wala investigate karne ke liye aaya aur uske dost ko sawal poochne laga…
Police: “Tumhara dost kaise mara?”
Sardar: “ Pata nahi sahab, woh bola mere pet mein chuhe kud rahe hai toh maine usko chuha marne ki dawa khila di.”
by Pak101.com (few years ago!)
Koi…
Galti
Ghhustakhi
Wagaira
Ho
Gai
Ho
Tou
Is
Akhri
Mahenay
Me
;
;
;
;
Mujh
se
Mafi maang lo
Q
k
;
Me aaj achay mood mai hoon
by Mazhar Khan (few years ago!)
Ek Pathan Ne Apni Qaza Namaaz Ada Karne Ka Socha: Namaz Se Pehle Oonchi Aawaz Main Niyat Ki… 2 Rakat Namaz Fajar Qaza, 4 November 1996. Allah-o-Akbar
by Tanveer Hussain (few years ago!)