Itni Door Jane Ki Kya Jarurat Hai?
Bus Stand Par Akeli Khadi Ladki Ko Dekh Kar,
Ladka Uske Paas Jakar Puchhne Laga.
Ladka: “Patna Kaha Hai?”
Ladki: “Bihar Mein”
Ladka: “Abe Yaar Yahi Pat Jaa Na Bihar Mein Jaane Ki Kya Jaroorat Hai“
by Pak101.com (few years ago!) / 1010 views
Similar Jokes
Naukar: Apko Mujhpar Bharosa Nahi Hai?
Raman: Sari Chabiyan To Mej Par Hi Rehti Hain.
Naukar: Lekin Unme Se Ek Bhi Locker Ki Nahi Hai.
by Pak101.com (few years ago!)
Hitlar during Speech: Mairi dictionary mai IMPOSSIBLE ka lafz nahi
.
Sardar Uth ke bola: tay mama waikh ke laini ci na Dictionary!
by Asim Raza (few years ago!)
Du pathan cricket dekh rahay thay Afridi nay chaka mara pehla: Waah kya goal kiya hay Dusra: Bewakuf goal ismay nae cricket may hutha hay
by Mazhar Khan (few years ago!)
Sardar:tm mujh se shadi karo gi?
Girl:nai , me ap se aik sal bari hun,
sardar:koi bat nai aik sal bad kar len ge.
by Sabir shah (few years ago!)
larki: ilove u
Larka : larki k sar per dupata de kr haath pakarta h or khta h behna 5 waqt ki namaz perha kro pyar mn kuch nahin rkha
larke k jane k bad larki apne hath mn pakri parchi kholti h to likha hota h
aqal ki aandhi marwae gi kya piche meri b.w thi phone per baat krte hn :p
by @irha@ (few years ago!)
santa 15 Saal Tak Ro-Ro K Aulad k Liye Dua Mangta Rha
1 Din Bhgwan Dukhi Hokar Aaye OR Bole:Tujhe Wahe Guru Da Vasta!
Pehle Shadi to Karle Mere Baap!
by Pak101.com (few years ago!)
Ek Shahar Ki Ladki Ki Shaadi Gaon Mein Ho Jati Hai,
Subah Jab Wo Pest Karne Lagti Hai To Usaka Devar Usse Pest Mangta Hai,
Wo Pest De Deti Hai Aur Devar Ungli Par Rakh Kar Kha Jata Hai, Phir Doobara Mangta Hai Aur Phir Kha Jata Hai,
Ladaki Gusse Mein Aakar Devar Ko Chanta Maar Deti Hai, Devar Rote Hue Bhabhi Ki Shikayat Apne Bhai Se Karta Hai,
Bhai Apni Patni Se Chanta Marne Ka Karan Puchhta Hai To Patni Kahti Hai,
Patni: “Main Baar-Baar Inhe Pest Deti Thi Aur Ye Har Baar Ungli Par Rakh Kar Kha Jate The Isliye Mujhe Gussa Aa Gaya”
Patni Ki Baat Sunkar Pati Apne Chhote Bhai Ke Ek Chaanta Marta Hai Aur Bolta Hai
Pati: “Ye Koi Ungli Par Rakh Ke Khane Ki Cheez Hai Khana Tha To Roti Par Rakh Kar Khata.”
by Pak101.com (few years ago!)
Extreme Height of Positivity:
Pathan Cricket Khail kar Aaya.
Dost: Kitny Runs Banaye?
Pathan: Century Honay Mai Sirf 99 Runs Baaqi Thay k Out ho Gaya.
by Pak101.com (few years ago!)
Premika:-tum to bas kaam main lage rahte ho.tumhe meri koi parwaah nahin.
Premi:-sach keh rahi ho.pyar karne wale kisi ki parwaah nahin karte
by Pak101.com (few years ago!)
Ek ladki ne wajan tolne ki machine mein wajan kiya to 56K.G aaya to usne apni sandle utari to wajan aaya 54K.G, usne jacket utari to wajan aaya 52K.G phir usne duppatta utara to wajan aaya 50K.G phir uske pas sikke khatam ho gaye to pas mein baithe bhikari ne kaha sikka mein dalta rahunga tum chalu raho.
by Pak101.com (few years ago!)