Nepolian ek Sardarji ko bade
Nepolian ek Sardarji ko bade garv se kehata hai : Mere dictionary mein impossible word hi nahi hai.
Sardarji bolata hai : To pahele hi acchi tarah se dekh lene ka na sab word hai ke nahi, aage se word rahenge wohi dictionary le.
by Pak101.com (few years ago!) / 864 views
Similar Jokes
Ek Baar Santa Ne Ek Chhote Bache Se pucha- Apke Papa Ka Kya Naam He.?
Bacha Bola- Abhi Naam Nhi Rakha,
Bas Pyar Se Papa-Papa Kehte
by Pak101.com (few years ago!)
TCHR- Ande me se Murgi ka Bacha kaise nikla?
SANTA-Madam, Ye koi badi bat nhi he. Zyada Interesting Ye he ki wo Usme Ghusa kaise?
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Jis waqt khuda ne tumhain banaya hoga,
ek saroor sa uske dil pe chaya hoga...
pehle socha hoga tujhe jannat mein rakh lun..
phir ussay zoo ka khayal aaya hoga..
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Ek murgi ko baaz se pyar hua. . .
Murgay ko pta chala to vo murgi se bola : mujhme kya kami hai?
Tumhari biradari ka hu, smart hu. . . . . .
Tumhare maa baap bhi pasand karte hain mujhe. . .
...
Murgi : main tumhare jazbato ki kadra karti hu,
par wo Air Force me hai
by Pak101.com (few years ago!)
Pagal hone ka tareeqa.
.
.
.
.
.
.
.
.
O me sadqe jaon kitna showaq hai pagal hone ka pehly kun c kami hai.
by Sabir shah (few years ago!)
1 Girl Akeli Ja rahi thi
1 Boy Samne Se Aa Rha Tha
Dono Bilkul Pass Aa Gye
Lrka Chala Gya
Lrki Chali Gyi
Moral
Sab Ap Jese Kaminy Nhi Hote,"
by Mazhar Khan (few years ago!)
Santa: Yaar Aaj Mujhay Ajeeb Msg Aaya or mera Mobil off Ho Gaya.
Banta: Aisa Konsa Msg Aya?
Santa: Battery low.
Banta: Send Kar...Sabko.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Wo aj bi sardi me mar rahi hai
aae dost
jise aik din me ne kaha tha k tum sweater k bagair katrina kaif lagti hu
by Sabir shah (few years ago!)
Pathan eak dafa bakra zibah karr raha tha Jab zibah karnay laga
To confuse ho giya kai parhna kiya hay?
Ek lamha sochnay kai baad churi chalatay huway josh se bola
HaPpY bIrThDaY t0 u
by Pak101.com (few years ago!)
Wife : Darling kuch Saal Pehle Mera Figure COKE Bottle jesa Tha
Husband gusse se bola : Figure To Aaj B Coke jesa hi hai.
Pehle Reguler Bottle thi ab jumbo pack hai.
by Pak101.com (few years ago!)