Petrol Khatam Hone Pe Kya Kare?
Ek Baar Ek Aadmi Gaon Mein Scooter Par Ja Raha Tha Achanak Petrol Khatam Ho Gaya,
Wahan Se Santa Gujar Raha Tha Aadmi Ne Santa Se Puchha.
Aadmi: “Sardar Ji Aas-Paas Koi Petrol Pump Hai Kya? Mere
Scooter Ka Petrol Khatam Ho Gaya Hai”
Santa Dimag Pe Zor Dal Ke Kuch Soch Ke Bola
Santa: “Is Time Kahan Petrol Pump Dhoodta Phirega, Raat Ka Time Hai Pani Daal Ke Leja,
Scootar Ko Kya Pata Chalega Ki Pani Hai Ya Petrol“
by Pak101.com (few years ago!) / 1424 views
Similar Jokes
The awkward moment when ;)
when your friend is arguing with their
parents &
their parents turns towards you
and asks
"Do you ever talk to your parents like this?" XD
lolz
by Abdul Sami (few years ago!)
Boy n Girl in a HOTEL
Boy: I Love U
Girl: I dont Love U
Boy: Think again?
Girl: I told u No
Boy: Waiter,Bring seperate bills for us. Girl : i Love u 2
by Pak101.com (few years ago!)
SANTA comes to school with 1 black and 1 white shoe.
Teacher – Go home and change.
SANTA- sir, ghar me bhi ek black aur white hi hai
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Lady: Rahul mera bhai tha.
Daya: Kya Rahul Tmhara Bhai Tha?
Lady: Ha… Rahul Mera bhai tha.
ACP: Rahul Such Me Tumhara Bhai tha?
Lady: Ha sir.. Wo mera bhai tha.
Abhijeet: My g0d…!
Is Ka matlb…
.
.
.
.
.
.
.
.
.
Tm Rahul Ki Behan ho?? :D
by Abdul Sami (few years ago!)
Girl: Main Tumhary Pyar Mein
Marr Gayi Lutt Gayi Barbaad
Ho Gayi . . .
.
.
.
.
Boy: Main Kon Sa Tere Pyar
Mein BILL GATES Ban Gaya ..
by Pak101.com (few years ago!)
Malik Nokar Sey:
Jab Main Tum Par Ghusa Karta Hoon,
To Tum Apna Ghusa Kis Pe Nikalte Ho?
Nokar: Toilet Saf Kar K,
Malik: Kaise Saf Karte Ho…?
Nokar:
Ap K Tooth Brush Se..
by Mazhar Khan (few years ago!)
Nayi(new) doctor ne apni life ka pehla operation kiya! Operation ki thodi der baad hi marij mar gaya!
Marij ke marne ke baad doctor ne diwar par tangi bhagwan ki taswir ki ore haath jodkar sir jhukate hue puri shradha ke saath kaha: Hey prabhu meri ore se yeh pehli bhet swikar kijiye!
by Pak101.com (few years ago!)
Santa radio thik karwane gya.
Mechanic ne dekh k kha: Ye thik hai,Mausam kharab hai,Isliye nhi chal rha.
Santa: Le 100rs,Mausam nya daal de.
by Pak101.com (few years ago!)
Santa- arz kiya hai.
Uske pyar mein meri kismat jaag gyi, Uske pyar mein meri kismat jaaggyi,
Maine usko itne khat likhe ki woh postman ke saath bhag gayi..
by Pak101.com (few years ago!)
Boy 2 Girl= tumhara naam Kya h?
Girl=Mina
Girl to Boy tumhara?
Boy=kamina
Girl=jhut mat bolo
Boy=Tu 2min pass me baith k dekh le
Tu ye hi bolgi.
by Pak101.com (few years ago!)