Ab Yaha Sirf Mera Raj Hoga
Ek Bikhari Ne Kuch Paise Bacha Ke Lottery Ka Ticket Kharida,
Kismat Se Uski 1 Crore Ki Lottery Lag Gayi, To Usne Ek Bahut Bada Mandir Banvaya.
Uske Ek Bikhari Dost Ne Us Se Puchcha: “Abey Tune Mandir Kyu Banwaya?”
Bikhari Khush Hote Hue Use Bola: “Ab Is Mandir Ke Samne Sirf Main Akela Hi Beekh Manga Karunga“
by Pak101.com (few years ago!) / 1448 views
Similar Jokes
santa daru pee k tala kholne laga, hath kapne ki vajah se tala nhi khula,
banta- mai khol du,
santa- mai khol lunga, tu ghar ko pakad, sala bahut hil raha hai.
by Pak101.com (few years ago!)
Santa ko rota dekhkar friend ne pucha kya hua?
Santa: Bohat bada dhokha,
maine 2 ton ka AC kharida, ghar aakar tola to sirf
35 kilo ka nikla..
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Hum ko you pagal banana chor do,
bewaja satana chor do,
tumhari to khushbu bi ajeeb c lagti hai,
plz bartan wale sabun se nahana chor do,
by Sabir shah (few years ago!)
Terey Merey
Pyaar Ka
Aisa Nataa Hai,
Dekh K SURAAT Teri ;***; x(@..@)x “(—)”
Mujhko
KHOAF AATA HAI..:-
Ammiiiii…… Bhaaoøwww”
by Pak101.com (few years ago!)
Najomi Boy ka hath daikh kar bola :
Baita Tum boht Parhogay
.
Boy: Saalay.. Parh tu mai 12 saal sai raha hon, yai batawo Pass kab honga
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
first friend: yar aaj main nay
first friend: yar aaj main nay PC hotel main sirf 50 ropay main khana khaiya
2nd friend: naheen yaar woh kaisay?
ist friend: yaar bill to 2000 bana tha unhoan nay police ko bulwa liya aur main nay 50 ropay day ka jan churwai
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
GIRL: Kya Tum Mujhse Pyar
Karte Ho?
SARDAR: Haan.
GIRL: Par Tumhe to Meri
Parvah Hi Nahi?
.
.
.
.
SARDAR: Pagli, Pyaar Karnewale
Kisi ki Parvah Nahi Karte
by tanveer hussain (few years ago!)
Wife:Samne wale ghar me Miya Biwi k bich kuch fight chal rhi he. Aap 1bar jaiye na
Husbnd:Me 1 do bar gya tha.Shayad ye usi ka natija hai! :D
by Pak101.com (few years ago!)
Nurse ka mangetar bari hasrat se: Janu, meri khuahish hai ke kash mera koi hadsa ho jaye to mai tumhare ward mai admit ho jaon, aur tum wahan meri khidmat karo.
Nurse (muskurate hue): Janu, tumhe mere ward mai koi hadsa nahi balkai moujza hi la sakta hai, kiyu ke mai Labour Room mai Delivery karwati hun
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Pathan ny 15 rupy b.v ka sdqa utara
or us mn 85 rupy dal k 100 wala card load krwa lia
B.v ye kya kia?
Pathan: balance mery pas aa gya or sdqa Zardari Ko chla gya
by Pak101.com (few years ago!)