Pathan Bhi Ajeeb Log Hai
Pathan Bhi Ajeeb Kaum Hai Doston.
“Ghusse Se Bole Toh Dar Lagta Hai Ke Maare Na”
Or
“Pyaar Se Bole Toh Bhi Dar Lagta Hai Ke Kahi Maar Hi Na Le“
by Pak101.com (few years ago!) / 991 views
Similar Jokes
Circuit: Bhai bole tu idhar aane ko kya bolnay ka?
Munna: Come Here.
Circuit: Bhai phir udhar jaane ko kya bolthay ka?
Munna: Pehle udhar jaaneka phir bolneka come here.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Pati:Ab Jhagda Band Bhi Karo
Mai Shanti Ke Sath Rehna Chahta Hu
Patni: Ha, Jaao
Mai Bhi Shyam Ke Sath Rehna Chahti hu..
by Pak101.com (few years ago!)
Major Rohail ne bank se loan le kr car le
Lakin loan wapis na kr ska
Bank walay car le gy
.
.
.
.
Major Rohail: pehle pta hota tu shadi b bank se loan
le kr krta
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Nark me bahut se log aram se soo rahe the. .
.
BHAGWAAN - Ye log to nark ki garmi me bhi aram
se so rahe hai. .
.
YAMRAAJ -SAALE U.P. se HAI
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Santa Helmet Pehen K Bahar Nikla To Police Ne Kaha-Nikaal 50rs..
Santa-Abe Maine Helmet Pehni To He_
Police-Abe, Par Scooter Kaha Hai?
by Pak101.com (few years ago!)
Husband Biwi Se:
Pani Pila Do ...
Biwi :- Kya! ,Pyaas Lagi Hai ??
..
... ..
..
..
..
..
..
..
Husband (Gussey se):
"Nahi"Gala Check Karna Hai
Kahin se"LEAK"to Nahi Hai
by Pak101.com (few years ago!)
Husband Did Your MOM Cooked Today
Wife Yes, But How Do You Know ? Husband
Daily I Found Black Hairs In the FOOD Today I Have Found White
by Pak101.com (few years ago!)
Pakistan ki Nojwan Nasal k bigrne ki wja?
.
.
Mobile??
media?
Internet?
nhi
Matric ki Urdu ki Ghazlen;-)
Ache se Ache Bachay ko Aashiq Bana deti hain:-)
by Pak101.com (few years ago!)
Whats the diff between Dava & Daru?
Dava is like girlfriend, that comes with expiry date and Daru is like wife, Jitni purani hogi utna sir chad ke bolegi.
by tanveer hussain (few years ago!)
Qabr Ma Frishte
1 Admi Ko Mar Rahe The
Phr Bhi W0 Hans Rha Tha
Frishte Na Wja P0chi
To Usne Kha Ke:
Mai Khudkash Hamla Mai Mra Hu
Ye Sir Mera Ha
0r Jism Kisi Or Ka
by Pak101.com (few years ago!)