Jailor-Tum Kis Jurm Me Aye Ho?
Jailor-Tum Kis Jurm Me Aye Ho?
Santa-Bas kuch khaas nahi jailor saab,Sarkar Se Competition Ho Gaya Tha
J- Kis Baat Ka?
S- Note Chhapne Ka.
by Pak101.com (few years ago!) / 1001 views
Similar Jokes
1 Pathan Angoor Beach Raha Tha Magar Keh Raha Tha Aaloo Ley Lo Aaloo,
2sray Admi Ne Kaha Khan Sahib Ye To Angoor Hain.
Pathan. Chup Ho Jao Warna Makhiyan Aa Jaen Gen.
by Mazhar Khan (few years ago!)
Aik Admi Ki Wife Margai
Dost Usko Chup Karane K
Bad-Tuje Kuch Chahiye?
Admi-Jaldi Laptop Le Aa
Dost-Q?
Admi -Facebook Pe Status Change Karke Single Krana Hai :P
by dracula (few years ago!)
Boy:tum badal gai ho tume kiss karta ho to tum aankhen band nai karti
girl:kaminy pichli bar b band ki thi to 200 gaib ho gae the.
by Sabir shah (few years ago!)
2 Choohe Darakht pe bethe the
Neeche se 1 Hathi guzra
Ek Chooha hathi pe ja gira
Hathi ruk gya
2sra choha bola
Daba k rakh salay ko
MAin b aata hon…
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Traffic police:tumhara scooter itna uchhal kyon raha hai?
Scooter chaalak:-huzur, scooter nahin uchhal raha hai. Mujhe hichkiyaan aa rahi hain.
by Pak101.com (few years ago!)
Boy: Jaan Mai tumhe Bangla,Car,Soney Ka haar DILA Donga....Girl:Ye Batao, Shaam ko Park Aa Rahe Ho na..Boy: Agar mummy Ne Bus Ka Kiraya dia to zarur Aunga....
by Pak101.com (few years ago!)
Sholey ki team ne IPL me part liya,Gabbar ke bowler ne 20 Over me 150 run diye aur extra me 200 run diye
Batao kyun?. . . . .. .. . .. . . .
Kyunki wicketkeepar thakur tha..:
by Pak101.com (few years ago!)
Baagh Me Bulbul Or Mehfil Me Parwaney, Behar-e-Ishq Me Kis Ka Baira Gharq Nahi, Dono Saari Raat Nahi Sotey Ik Pal, Aashiq Or Ullu Me Koi Farq Nahi.
by Mazhar Khan (few years ago!)
If Time Doesn't Wait For You.
Don't Worry!
Just Remove the Battery From the Clock and Enjoy life!
"Aah! Great People Great Thoughts." :-)
by Pak101.com (few years ago!)
2 Aurten 1 drakht k neeche bethi kafi der se batien kar rahi thi k achanak drakht se 1 aam(mango) gira
.
.
.
Pheli Aurat"Ye aam kese gira?
... .
.
Dosri Aurat kuch bolne hi wali thi
K
.
.
.
Aam khud hath jorr kr bola!
.
.
.
Pak gaya hon me tum dono ki batien sun sun kar
by Pak101.com (few years ago!)