Tumhara scooter itna uchhal kyon raha hai?
Traffic police:tumhara scooter itna uchhal kyon raha hai?
Scooter chaalak:-huzur, scooter nahin uchhal raha hai. Mujhe hichkiyaan aa rahi hain.
by Pak101.com (few years ago!) / 1193 views
Similar Jokes
Rita: AcHanak hi tum bacHat krne lagi Ho.
Gita: Ha yaHi mere pati ki akHari kwaHis tHi, dubte samay ve yaHi keH raHe tHe "BACHAO BACHAO"
by Pak101.com (few years ago!)
A Family Saw ""Sholay"" Movie
Came Back Home And Husband Romantically Said To Wife
"" Nach Basanti Nach""
Child Added
""Nahin Basanti Is Kute K Samne Mat Nachna""
by Mohammad Ali (few years ago!)
Patient: I always see spots before my eyes. Doctor: Didnt the new glasses help? Patient:
Sure, now i see the spots much clearer.
by Pak101.com (few years ago!)
Ram aur Ravan seriously yudh kar rahe the.
Ravan: chal bye.
Ram: kyon, darr gaya kya?
.
.
.
Ravan: abe, piche dekh, Rajnikant aa raha hai.:V.5
by Pak101.com (few years ago!)
Height of Technical Overdose:
A computer student falling from the roof of a building n shouting:
F1 F1 F1
instead of
help-help-help!
by Mazhar Khan (few years ago!)
Santa is driving a jeep in a jungle. Tourist: How do we escape if lion comes now? Santa: Give right indicator and turn left.
by Pak101.com (few years ago!)
Movie Dekhne Ke Baad Pappu Ka Dost Pappu Se Puchta Hai.
Dost: “Titanic Dekh Kar Kya Sikha?”
Pappu: “Sikha Vikha Kuch Nahi,
Abhi Tak Soch Raha Hoon Ki Aise Mast Moke Par Bhi Koi Painting Kaise Kar Sakta Hai“
by Pak101.com (few years ago!)
Santa- mera ghar itna bada hai ki andar local train chalti hai
Banta- mera ghar to itna bada hai ki kone me chale jao to roaming lagti hai.
by Pak101.com (few years ago!)
Ajeet: Raabert, in kutton ke saamne yeh Computer laga do aur debugger starrt kar do.
Raabert: Lekin kyoon, baas?
Ajeet: Saale Checkpoint mein atak jayenge.
by Pak101.com (few years ago!)
Naman Chaman ne Hindi ka home work nahi kiya tha. Hindi teacher ne unko ped par ulta latakne ki saza di.
Thodi der latakne ke baad Santa neeche gir gaya.
Hindi Teacher: Thak gaye kya?
Funny Naman: Nahi pak gaya.
by Pak101.com (few years ago!)