Bikhari:Roti de do
Bikhari:Roti de do, bhukh lagi hai roti de do.
Budhiya: abhi khana bana nahi hai, jab ban jaeye tab ana.
Bikhari:Ye mera mobile no. Hai mujhe phone kar dena.
( Bikhari rocks )
.
.
.
.
.
Budiya:Jab khana ban jaye ga to mein facebook pe status Laga dungi par kar aa jana.
( Budiya double rocks ]
by Pak101.com (few years ago!) / 984 views
Similar Jokes
Pathan to Friend: Yara aaj hum ne ek aesa zabardst sweet Dish banaya tum khush hojaye gi.
Friend: O khan sahab kya banaya hai?
.
.
.
.
.
Pathan: Naswar Gosht.
by Abdul Basit (few years ago!)
Teacher:
Agar Do Peepal K Darakhton Ko
Aik RaBi Se Baandh Diya Jaye
To Us RaBi Ko Kya Kahen Ge?
Sardar: Us Rabi Ko Bolenge
“Nokia” (Connecting Peepal):-)
by Pak101.com (few years ago!)
1 BANIYA mrte time bola-Meri Biwi kaha hai.
Biwi-Mai yha hu.
MERA BETA? Ha papa
Or BETI? papa hm sb aapke pas hi hai.
TO Haramkhoro DUKAN PE Kaun Hai??
by Pak101.com (few years ago!)
Teacher: Ek Aysa Sentence Batao Jis Mein
Urdu, Hindi, Punjabi Or English Ka Sahi Istamal Hua Ho..
.
.
.
.
.
.
.
.
.
Sardar: Ishq Di Gali Vich No Entry
by Mazhar Khan (few years ago!)
Boy 2 othr boy:dude,y r u aftr dat
grl,she alrady has a bf?
He Replyd -
Khali kursi pe to koi b baith sakta
hai..dum hai to kisi ko utha ke baitho".
by Pak101.com (few years ago!)
PATHAN: Hm Paani Q Peete hain??
Sardar: Nhi pata.
PATHAN:
BewaqoOoOff Hm Paani is liye Pete hain,
Q k hum Paani ko Kha nhi sakte
by Pak101.com (few years ago!)
A pathan want 2 commit suicide,
When asked :
Pathan said,my wife ran wid my Best Friend & i cant live widout my friend
by Pak101.com (few years ago!)
Wife:
Aap mujhe talaaq bhi de dain tab bhi me ghar ka darwaza pa beth jaon gi magr ap se door kabhi nahi jaon gi suna aap ne...!
.
.
.
.
.
.Husband:
Zanani ban zanani
gillani na ban.
by shaukat (few years ago!)
BEFORE MARRIAGE- Roses are red,
sky is blue,U r beautiful,I Luv u
AFTR MARRIAGE: Roses r dead,I have flu,
Dont get on my head, side ho TU.
by Pak101.com (few years ago!)
Rikshewala: Bus Stop k 20 rs.
Santa: Saman b sath me hai.
Riskhewala:- Saman Free hai.
Santa:- Okay saman le chal maine padal aata hu.
by Pak101.com (few years ago!)