Ishq Di Gali Vich No Entry
Teacher: Ek Aysa Sentence Batao Jis Mein
Urdu, Hindi, Punjabi Or English Ka Sahi Istamal Hua Ho..
.
.
.
.
.
.
.
.
.
Sardar: Ishq Di Gali Vich No Entry
by Mazhar Khan (few years ago!) / 1638 views
Similar Jokes
Saas: beti ab tum mujje apni maa or apne Sasur ko pita hi samjhna,
Tabhi darwaje par ghanti baji,
Bahu ne darwaja khola to pati aaye tha
Saas: Kon aaya hai beti,
Bahu: Maa bhaiya office se aaye hai.
by Farah Awan (few years ago!)
Teacher: Which was the first silent film in URDU?
Student: If the film was silent, how could you know
it was URDU?
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Pathan: Yra Ye
"Sent Msg"
Kya hota hy
2nd Pathan:Khuda ka Qasam tm to bilkul Jahil ka bacha hy
"Sent Msg"
Ka matlab hay
Khushbu wala Msg
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Girl:
Jaanu,
Agar tumhara sms nahi aya tho mein Roti nhi khaungi
Boy:
Sach?
Girl:
Haa,
Mei sirf Paneer partha, Ice-cream Kha Ke Guzara Karlungi
by Pak101.com (few years ago!)
Pathan: What are you doing now a days
Friend: I’m doing my FSc.
Pathan: Do whatever you did, but you should keep
your study ahead.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Sardar Ji: Hamne Mobile Marriage Bureau shuru kiya hai:
Rishtey k liye 1 dabaye,
Mangni k liye 2 dabye,
Shaadi k liye 3 dabye.
A Gujarati Man asks: Dusri shadi k liye kya dabana hai ji ?
Sardar Ji: Dusri shadi k liye pehle wali ka gala dabye ..!
by Pak101.com (few years ago!)
Sirf Ye Na Socho K Har Guzrta Din
Mout Ki Taraf Jata Ha.
Balkay Ye Bhi Socho K,
Har Guzrta Din Shadi K Din Ko Qarib Lata Ha.
.(‘,’)>
<)(
_//_ O Teri Khair
Ye Tou Menay Socha Hi Nahi :-P
Hat Ja Yar Tayari Karnay Day.
by Mazhar Khan (few years ago!)
1 Molvi Sahab Ka Tota (Parrot)
Daily 1 Shakhs Ko Ye Kehta Tha K : “O Beghairat”
Us Shakhs Ne Molvi Se Shikayat Ki Molvi Ne Totey Ko Danta
Agley Din Jab Wo Shaks
Qarib Se Guzra To Tota Kuch Na Bola Thora Aagey Ja K Us Ne Peeche Mur K Dekha
To Tota Hanste Huwe Bola:
“Samaj To Tu Gaya Hoga”…
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Wife: Main bazar ja rahi hoon, mujhe 50 Rupay ki zaroorrat hai!
Husband (ghusay se): Tumhen Rupay se ziada aqal ki zaroorat hai!
Wife: Aapse wohi cheez mangi hai, jo aap k pass mojood hai!
by tanveer hussain (few years ago!)
Define a True Music Lover?
A Girl singing in a Bathroom
While Taking Bath
and a Boy Near the Keyhole
is Using His Ears Not His Eyes.
by Abdul Hannan (few years ago!)