Sher Ka Puttar Hai Tu
Pathan Apne Bete Ko Kisi Baat Par Samjha Raha Thha, Aur Bola.
Pathan: “Oye Ghabra Mat Tu Sher Ka Puttar Hai”
Beta Khush Hote Hue: “Abba Ji, Acha Hua Bata Diya Teacher Bhi Yahi Puchti Hai Ke Tu Kis Janwar Ki Aulad Hai“
by Pak101.com (few years ago!) / 1178 views
Similar Jokes
Manager: hamaare bank mein hum aapko binaa interest ke loan denge.
customer: arey, jab dena hai to thoda haste haste dona. agar dene mein interest nahi hai, to mat do
by Pak101.com (few years ago!)
Ustaad:”shaigrd se, sab bachon ne dhood par 2 safon ka mazmon likha hay Or tum ne 2 satron ka……kune? Shagird “janab main ne khalis dhood parmazmon likha hay
by Abdul Basit (few years ago!)
Ek cockroach ka marne se phle apne qaatil se akhri alfaaz
Aao mjhe mar dalo buzdl Insan!
Tum mujh se jalte ho
Q k tumhri BV tum se nahi mujh se darti haiSmile
by Mazhar Khan (few years ago!)
What is the difference between WATCH & WIFE .........
Ek bigadti hai to bandh ho jati hai......
Doosari bigadati hai to "SHUROO' ho jati hai
by Pak101.com (few years ago!)
ek din ek aadmi naha do kar bahar nikla, jaise weh nikla bahar us pe ek kabuter gober kar diya toh wah gusse mein aakar kahan ki are oh kabuter tuh chaddi nahi panta kya????
toh kabuter bola kyu tum loge pehan ke karte ho kya!!!!!!!!!!!!!!!!!
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Malik: Abhi tak tujh se machar nahi maray? Mairy kaanon mai gunguna rahay hain . Nokar: Sahib May nay thu machar maar diye hay, yay thu unki bewiyan hai jo bewa ho kar ro rahi hain
by Mazhar Khan (few years ago!)
Nurse:
Mubarak Ho Apke Ha Bacha Huwa Hay Kya Nam Socha Hy?
Baap:
Aap Itni Aatang & Beautiful Hen
Ap Hi Koi Nam Bata Den?
Nurse:Iska Nam Begairat Ka Bacha Rakh Den
by Pak101.com (few years ago!)
1 Nursery class ka bacha bola:
Miss main aapko kesa lagta hon?
Miss: So Sweet..
Bacha apny side k larky se aankh maar kar bola:
Maine kaha tha na Line Maarti hai..
by Pak101.com (few years ago!)
Girl:Dad, wo samne walon ka larka
mujhey bohat tang krta hai
Dad:Main abhi usey police
k hawaley krwata hoon
ta k usey sakht saza miley
Girl:Oh no Dad,
Main usey is se bhi sakht or mustakil
saza dena chahti hoon
Dad:Kiya matlab
Girl:Dad aap meri us se shadi kar dein
Dad:Waah beti waah,
intqaam leney mein bilkul apni maa pe gayi ho..:-)
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Sardarni Writes Msg 2 Srdr:
“Ghar Kab Aa Rahe Ho?Msg Karke Batao”
Srdr Writes 2 Her:
“Nahi Bata Sakta,Balance Kam Hai!!!”
by Tanveer Hussain (few years ago!)