ROGER FEDRER VS PATHAN
ROGER FEDRER: I HAVE GRET KNOWLEDGE ABOUT TENNIS, U CAN ASK ANY THING.
PATHAN: OK TELL ME , HOW Many HOLES R THERE IN A NET ?
by faraz shaikh (few years ago!) / 1018 views
Similar Jokes
1 Pathan Apne Kutty K Sath Film SHOLAY Dekhne Gaya
HERO Ne Kaha BASANTI In Kutton Ke Samne Mat Nachna
Pathan Khara Ho Kar Bola:
Kutty Ka Ticket Lia Hai
Tera Baap Bhi Nache Ga.
by Pak101.com (few years ago!)
Fizawon mai goonj rahi hai awazien RATTAY marny ki FARAZ
.
.
Lagta hai NALAYAQON ke Exam hone waly hain
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Police Officer Bachey Se:Beta Kia Tumhare Abu “Al Qaida” Me Hain?
Bacha: Uncle! Mujhe Abu Ka To Pata Nahi! Per Main.“Noorani Qaida” Pe Hoon!
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Allama Iqbal ne prinday se Pucha k
Tumeh Asman se girney ka nahen ha dar?
Parinday ne Kaha k Iqbal Yar Tere Meharbani Inna Na Sochia Kar
by Pak101.com (few years ago!)
3 Kale Dosto Ko GOD Ne Vardan Offer Kia
1st-Muje Gora Bana Do
2nd-Muje B
3rd-Hi Hi Hi,Inko Fir Se Kala Bana Do
Moral-Kch Dost Kamine Hi Rehte H
by Pak101.com (few years ago!)
Santa apni girl friend ko I luv you kehta hai aur gir jata hai.
Girl: Ye kya kar rahe ho? Santa: I’m falling in love.
by Pak101.com (few years ago!)
BV-Mera Manna hai Shadi ek lotery Hai
Pati-Mai aisa nahi manta
BV-Kyu
Pati-Qki lautry me dobara kismat azmane ka
mauka jo milta hai
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Teacher: agar 1 aur 1 2 hote hain
aur 2 aur 2 4 hote hain
aur 3 aur 3 6 hote hain
phir 7 aur 7 kitne hon ge?
Student: sir,
asaan wale ap ne khud hal kar liye
aur mushkil wala mere liye chor diya:p
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Teacher: Es mohawary ko Jumlay mai estimal karo
"Mun mai pani ana"
.
Sardar Student: Jese hi mai ne nal ko mun se lag kar nal chalo kia tu mere mun mai pani agia
by hearthackervsgirls (few years ago!)
2 machachar bike par ja rahe the tabhi hathi ne lift mangi
.
.
.
.
to ek machchar khada ho kar bola dekh le phir teri maa bolengi ke lafango ke sath ghum raha hain
by Pak101.com (few years ago!)