7 aur 7 kitne hon ge?
Teacher: agar 1 aur 1 2 hote hain
aur 2 aur 2 4 hote hain
aur 3 aur 3 6 hote hain
phir 7 aur 7 kitne hon ge?
Student: sir,
asaan wale ap ne khud hal kar liye
aur mushkil wala mere liye chor diya:p
by hearthackervsgirls (few years ago!) / 1008 views
Similar Jokes
Judge said to Santa: Tum per cycle chori ka ilzaam sabit nahin hua lihaza tum ko baaizat barri kiya jata hai.
Santa: To kya main cycle rakh loon?
by Pak101.com (few years ago!)
Adab ki inteha!
Mein sirf ye soch kar paper khali de ata hun
Faraz!
K kahin teacherz ye na kahen k agay se jwab deta hai!
by Pak101.com (few years ago!)
You are equal to sixty james bond!
How??
007 60 = 420
by Mazhar Khan (few years ago!)
Santa galati se Sansad me chala gaya wanha upper kursi pe baithe huye se pucha
Tum kaun ho ho?
usne jawab diya : ME Speaker hun
Santa: jor se bola, to phir me Loud Speaker hun
by Pak101.com (few years ago!)
1 larke ne paindu larki se pocha tum face book use karti ho?
Larki:nai ve mera rang unje chita he.
by Sabir shah (few years ago!)
After Examination
1st Benchers : Paper tough tha, par 95 to pakke hai,
2nd Benchers : Arey yaar ek question to fir bhi reh hi gaya,
3rd Benchers : Pass ho jaunga basitna pata hai
4th Benchers : Waat lag gayi yaar mai to pakka fail hu,
Last benchers : "Abe Paper ko maar goli, Madam kya maal thi,
Samajh hi nahi aa raha tha paper ko dekhu ya madam ko"
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Mehmano K Anay Se Pehly Agr
Kala Namk Moli K Prathy Aur Chanay Ki Dal Ka
Hlwa Kha K Bethn To Mehman Jaldi Chly Jaty Hain
Or
Dubara Nhi Atay. . .Zubaida Aapa K Khusboo Dar
Totkay ;->
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Professor -Akal badi ki bhais?
Munna bhai -Bole toh pehlay date of birth bata mamu.
by Pak101.com (few years ago!)
Technology Has Its Own Limitations
Google May B D Most Powerful Search Engine
But It Can’t Search N Locate
D Chappal I Lost At Masjid Last Friday!
Ki Faida
by Mohammad Ali (few years ago!)
Husband 2 wife:
Me Wo Nahi K
Shadi Hui Or Badal Gaya !!
Mera Wohi Mizaj
Wohi Z0q Hai !!
Shadi Se Pehle B Mujhe
.
.
.
.
.
.
.
.
Shadi Ka Sh0q Tha..
Shadi K Bad B Muje Shadi Ka Sh0q hai :-
by Pak101.com (few years ago!)