painter pathan
Aik Pathan Apne Kamre Ko Paint Ker Raha Tha..
Us ne Sirf Chhat Ko
"White" Paint Kiya..!
Aur
Baqi Deewaron Pe Likh Diya..
.
.
.
.
.
.
.
.
."Same As Above":
by Abdul Basit (few years ago!) / 1012 views
Similar Jokes
Aik Shakhs (doosray say): Mein M.A pas hon.
Doosra shakhs mein poori ABC pas hon.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Ek Pathan Wash Room Men Betha Tha
Aagey Likha Hua Tha
“Pani Ka Istemal Ziada Kren”
Pathan Waheen Bethay Bethay
3 Lotay Pani Pee Gaya
by Pak101.com (few years ago!)
1 Pathan ki khoob pitai hui.
Woh roza khushai me mufta torta hua
pakra gaya or us per bola.
?
?
?
?
?
G, woh, Main larke walo ki taraf se hon.
by Abdul Hannan (few years ago!)
What every man wants
Every Man needs a Beautiful wife, intelligent wife, caring wife, loving wife, sexy wife, adjusting cooperative wife, but it’s sad that law allows only one wife.
by Pak101.com (few years ago!)
Khirki Khuli.. Zulfein Urein..
Socha… Husne Jamal Ka Didar Tha,
Par… Zulfein Hatein To Qismat Phooti.
Wo To Kangi Karta Hua Sardar Tha…
by Tanveer Hussain (few years ago!)
SHADI SE PEHLE
Boy: Aakhir wo din aae ga kb
Girl: tm muje chor to nhi doge
Boy: no way esa sochna b mat
Girl: Roz shoping kraogy
Boy: Q Nhi, Bahot Sari
Girl: tmhari zindgi me koi or to nhi?
Boy: no yar
Girl: do u love me.
Boy: yes dear.
Girl: oh dear!
SHADI K BAAD -
Ab zra ye sms neechey se ooper
prhen..:P:P
by Mazhar Khan (few years ago!)
The fourth grade teacher received a telephone call one morning. The husky voice on the phone said,
“Will you excuse Johnny from school today?”
“Who is this”? the teacher asked. The voice answered. “ This is my father speaking”.
by Mohammad Ali (few years ago!)
Ek 10 saal ka kid bohot dhyan se ek book pad raha tha, jiska title tha: "Kids ka paalan poshan kaise kare".
Mother: Tum yeh book kyon pad rahe ho.
Funny Kid: Mein yeh dekhna chahta hun ke mera paalan poshan theek tara se ho raha hai ya nahi.
by Pak101.com (few years ago!)
Government hospital mein mareezon ka bohat rush tha. Doctor sahab ney ek film been mareez ko jaldi jaldi farigh ker diya
Mareez bola, “Doctor sahab aap ney utna hi muaina kiya hey jitna film ka trailer hota hey”
Doctor sahab boley, “Poori film dekhney ka irada ho to private clinic aa jaana, haan ticket gallery ka ho ga”
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Kaun Kitna Kanjoos Hai Iss Baat Ko Lekar Santa Aur Banta Ke Beech Behes Ho Rahi Thi.
Banta: “Main Itna Kanjoos Hoon Ke Apne Honeymoon Par Akela Hi Chala Gaya Aur Apne Paise Bachaye”
Santa: “Arrey Ye Bhi Koi Kanjoosi Hui, Meri Sun, Mene Apni Biwi Ko Apne Dost Ke Sath Bejh Diya Aur Poore Paise Bachaye“
by Pak101.com (few years ago!)