Ladki: Maa mai Shadi
Ladki: Maa mai Shadi Nhi
KarunGi Or
Agar Zabardasti Tum Ne Meri
Shadi
Ki To Ghar Se Bhag JaunGi..
Maa Rote Hue Boli Beti MaiNe
Bhag
K Tere papa K Sath Shadi Ki
Teri Masi Or Behen Ne B Bhag
K
Shadi Ki
Tera Bhai Nokrani K Sath
Aur
Tera
Chacha Dhoban K Sath Bhag
Gya
Teri bua Sabzi Wale K Sath Or
Couzin Doodh Wale K Sath
Bhag Gai
Tera Baap 2 Bar Padosan K
Sath
Bhag Chuka Hai
Ab Tu B Bhag Jaye Gi To
.
.
.
.
Humare khandan ki izzat ka
kya
hoga :'( :'(
by Pak101.com (few years ago!) / 1226 views
Similar Jokes
Principal: Agar koi ladka girl's hostel me paya gaya, to usko pehli bar Rs 300 fine lagega, dusri bar 500 aur teesri bar Rs 800 fine lagega.
Ek Ladka: Monthly pass ka kya lega, mamu?"
by Pak101.com (few years ago!)
Patient: Doctor, kya aapko pakka yakeen hai ke mujhe cancer hua hai. kyunki ek baar kisi patient ka cancer ka ilaaj chal raha tha aur patient TB se mar gaya.
Doctor: Ghabraao nahi… agar main ilaaz karunga to tum sirf cancer se hi maroge…
by Pak101.com (few years ago!)
5 Phatan Mil kAr Minar-e-PAKistaN ko dHika lAga rEhay tHay,
eK adMi nE pOcha kYa kAr rEhay ho ?
PHaTaNoN nE kAha :
Hamare Ustad ne kaha hAi k Pakistan kO le kaR Agy bHaRo . ;-)
by hearthackervsgirls (few years ago!)
EK Gadhe ne sardar ko laat mari,sardar usk peeche bhaga,tabhi raste mai use ek ZEBRA Mil gaya,sardar ne use laat mari aur bola Saale Night dress pahan kar ullu banata hai. SARA
by Pak101.com (few years ago!)
PAPPU : Daddy, have you
ever been to Egypt?
FATHER : No. Why do
you ask that?
PAPPU: Well, where did
by nadeem (few years ago!)
Agr ap mujhe phool dena chahte ho to gobhi ka phool dena
ap k pyar ka bi izhar ho jae ga ,
humara salan bi tayar ho jae ga
by Sabir shah (few years ago!)
Santa 2 Police: Kal rath chor mere ghar se TV ke
alava sab samaan le gaye
Police:TV kyon nahi legaya?
Santa:TV to me dekh raha tha is liye.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Teacher: Now, Sam, tell me frankly do you say prayers before eating?
Sam : No sir, I don't have to, my mom is a good cook.
by Pak101.com (few years ago!)
Once a Pathan was Asked:
"Khan Sahab! Aap ka Favorite Song kon sa Hai?"..
Khan Sahab Replied:...."Larki Kyon Najanay Kyon, Larkon Si Nahi Hoti."
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Ek chota baccha bahut der se ghar ke bahar khada
darwaje ki ghanti bajane ki kosish kar raha tha.Toh
ek budha aadmi aaya aur kaha:
Budha aadmi: Kya kar rahe ho beta?
Baccha: Uncle, yeh ghanti bajana chahta hoon.
Budha aadmi (ghanti bajake): Yeh lo bajgaya, ab
kya hai?
Baccha: Ab bhago!
by Tanveer Hussain (few years ago!)